SEARCH RESULTS
Showing search results for "سرگرم"
Ghazal MATCHES FOR "سرگرم"
Ghazal
phir muqarrir ko.ii sargarm sar-e-mimbar hai
kis ke hai qatl kaa saamaan zaraa dekh to lo
Javed Akhtar
Ghazal
jab ko.ii hasii.n hotaa hai sargarm-e-navaazish
us vaqt vo kuchh aur bhii aate hai.n sivaa yaad
Jigar Moradabadi
Ghazal
aatish-parast kahte hai.n ahl-e-jahaa.n mujhe
sargarm-e-naala-haa-e-sharar-baar dekh kar
Mirza Ghalib
Ghazal
Hasrat Mohani
Ghazal
go samajhtaa nahii.n par husn-e-talaafii dekho
shikva-e-jaur se sargarm-e-jafaa hotaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
dil-e-naazuk pe us ke rahm aataa hai mujhe 'Gaalib'
na kar sargarm us kaafir ko ulfat aazmaane me.n
Mirza Ghalib
Ghazal
ham to sargarm-e-safar hai.n aur rahe.nge umr bhar
manzile.n apnii jagah aavaargii apnii jagah
Ganesh Bihari Tarz
Ghazal
bad-gumaanii ne na chaahaa use sargarm-e-KHiraam
ruKH pe har qatra araq diida-e-hairaa.n samjhaa
Mirza Ghalib
Ghazal
ai 'zafar' kyaa paa-e-qaatil ke hai bose kii havas
yuu.n jo bismil ho ke sargarm-e-tapiidan aap hai.n
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
diid ke qaabil thii mere ishq kii bhii saadgii
jabki teraa husn sargarm-e-KHud-aaraa.ii na thaa
Hasrat Mohani
Ghazal
kaafii hai mujh ko ik nazar iltifaat-e-dil
sargarm-e-aarzuu-e-tamashaa nahii.n huu.n mai.n
Shaukat Thanvi
Ghazal
Zuhoor Nazar
Ghazal
pesh-KHema le ke niklaa gard-baad-e-duur-rau
hai jo sargarm-e-safar tan ko mirii jaa.n chho.D kar
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
haa.e vo chashm ki dekhe tujhe sargarm-e-adaa
vaa.e vo dil ki tiraa mahram-e-asraar rahaa
Anwar Dehlvi
Ghazal
sargarm-e-talaash rahne vaale
teraa bhii kahii.n pataa nahii.n hai
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
mustujib-e-zulm-o-sitam-o-jaur-o-jafaa huu.n
har-chand ki jaltaa huu.n pe sargarm-e-vafaa huu.n