SEARCH RESULTS
Showing search results for "سندھ"
Ghazal MATCHES FOR "سندھ"
Ghazal
har maujh-e-aab-e-sindh hu.ii vaqf-e-pech-o-taab
'mahruum' jab vatan me.n hamaarii KHabar ga.ii
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
Idris Babar
Ghazal
fat.h-baaGii ne nasar-puurii hai.n balki
sindh me.n bhii haidraabaadii hai.n ham
Maatam Fazl Mohammad
Ghazal
hazaaraa.n shukr mulk-e-sindh me.n bhii
miraa maskan hai shahr-e-hyderabad
Maatam Fazl Mohammad
Ghazal
ho jaa.e.n kabhii jaa ke vahii.n sindh kinaare
baate.n ko.ii do chaar jo pahle kii tarah huu.n
Saeed Ahmad Akhtar
Ghazal
raavii kii shaam sindh kii nikhrii hu.ii sahar
kaam aa sake to un ko mirii zindagii lage
Qaisar Abbas
Ghazal
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
pahchaan mujhe bhii ki zamii.n shakl hai merii
mai.n sindh kaa chehra huu.n na punjab kii suurat
Shahid Shaidai
Ghazal
vo sindh kii ghaaTii ho yaa niil kii vaadii ho
tahziib-o-tamaddun kii taariiKH puraanii hai
Vaqar Siddiqui
Ghazal
Meeraji
Ghazal
Meeraji
Ghazal
be-sudh pa.Daa rahuu.n huu.n us mast-e-naaz bin mai.n
aataa hai hosh mujh ko ab to pahr pahr me.n