SEARCH RESULTS
Showing search results for "سنسناتی"
Ghazal MATCHES FOR "سنسناتی"
Ghazal
har sansanaatii shai pe thii chaadar dhu.e.n kii 'raaz'
aakaash me.n shafaq thii na paanii pe daa.ere
Raj Narayan Raaz
Ghazal
rachaa hu.aa hai fazaa.o.n me.n ek athaah hiraas
dimaaG shal hai magar ruuh sansanaatii hai
Akhtar Ansari
Ghazal
kanaar-e-aab havaa jab bhii sansanaatii hai
nadii me.n chupke se ik chiiKH Duub jaatii hai
Musavvir Sabzwari
Ghazal
lahuu ke saath tabii.at me.n sansanaatii phire
ye shaam shaam-e-Gazal sii hai gungunaatii phire
Arshad Malik
Ghazal
Mohammad Salim
Ghazal
havaa.e.n chal rahii hai.n sansanaatii
ghaTaa.e.n uTh rahii.n hai.n dhuum-dhaamii
Shaanul Haq Haqqi
Ghazal
lahuu me.n tairtii KHaamoshiyo.n ke saath kahii.n
ravaa.n-davaa.n hai ko.ii chiiKH sansanaatii hu.ii
Abid Syal
Ghazal
Vipin Suneja Shayeq
Ghazal
thartharaatii sarsaraatii sansanaatii saa'ato
tham raho is raaste par shahsavaar-e-naGma hai
Yasir Iqbal
Ghazal
be-iraada lams kii vo sansanii pyaarii lagii
kam tavajjoh aa.nkh kaa vo dekhnaa achchhaa lagaa
Amjad Islam Amjad
Ghazal
ruup de kar mujhe is me.n kisii shahzaade kaa
apne bachcho.n ko kahaanii vo sunaatii hogii
Wasi Shah
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
zahiin itnii hai us se bahs to ham kar nahii.n sakte
mujhe manTo ke afsaane bilaa-naaGa sunaatii hai
Azeem Kamil
Ghazal
kaifiyat dil kii sunaatii hu.ii ek ek nigaah
be-zabaa.n ho ke bhii vo maa.il-e-guftaar aa.nkhe.n
Ali Sardar Jafri
Ghazal
na ab havaa mare siine me.n sansanaane kii
na ko.ii zahr mirii ruuh me.n utarne kaa