SEARCH RESULTS
Showing search results for "سپاس"
Ghazal MATCHES FOR "سپاس"
Ghazal
ab nahii.n taab-e-sipaas-e-husn is dil ko jise
be-qraar-e-shikva-e-bejaa samajh baiThe the ham
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
mehrbaanii-haa-e-dushman kii shikaayat kiijiye
taa bayaa.n kiije sipaas-e-lazzat-e-aazaar-e-dost
Mirza Ghalib
Ghazal
kiije bayaa.n suruur-e-tap-e-Gam kahaa.n talak
har muu mire badan pe zabaan-e-sipaas hai
Mirza Ghalib
Ghazal
سپاس شرط ادب ہے ورنہ کرم ترا ہے ستم سے بڑھ کر
ذرا سا اک دل ديا ہے ، وہ بھي فريب خوردہ ہے آرزو کا
Allama Iqbal
Ghazal
zaKHm-e-hunar ko samjhe hu.e hai gul-e-hunar
kis shahr-e-naa-sipaas me.n paidaa kiyaa mujhe
Parveen Shakir
Ghazal
Ismail Merathi
Ghazal
is ahd-e-KHud-sipaas kaa puuchho ho maajraa
masruuf aap apnii paziiraa.iyo.n me.n thaa
Ada Jafarey
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
madad ko jis kii kha.Daa huu.n mai.n sar-niguu.n ho kar
ba.De Guruur me.n vo naa-sipaas aa.egaa
Amardeep Singh
Ghazal
ab tum sipaas-naama-e-shamshiir likh chuke
ab dastaan-e-laasha-e-be-sar likhe.nge ham
Ameer Imam
Ghazal
ye aur baat ki miltaa nahii.n ko.ii us se
magar vo shaKHs saraapaa sipaas rahtaa hai
Ejaz Rahmani
Ghazal
tujhe KHabar bhii hai KHud terii kam-nigaahii kaa
ik e'tiraaf tire harf-e-naa-sipaas me.n hai
Ummeed Fazli
Ghazal
ye aashiqii tire bas kii nahii.n so rahne de
ki teraa kaam to bas naa-sipaas honaa hai
Rahul Jha
Ghazal
harf-e-sipaas pesh kiyaa jab bhii vo milaa
lekin jabii.n pe us kii shikan aur ba.Dh ga.ii
Ejaz Rahmani
Ghazal
muqtadir mohabbat kii shikva-sanj mahfil me.n
KHaamushii ko apnaa.e pur-sipaas ham hii the
Ghalib Irfan
Ghazal
shukr-o-sipaas kaa maza de hii gayaa sukuut-e-yaar
vasl-o-firaaq se alag dard ke hausle ga.e
Aziz Hamid Madni
Ghazal
un ko bhii aaj mujh se hai.n laakho.n shikaayate.n
kal tak jo ahl-e-bazm saraapaa sipaas the
Zuhoor Nazar
Ghazal
vahii jo shahr ke logo.n me.n thaa bahut bad-naam
vahii to aaj saraapaa sipaas kaisaa hai