SEARCH RESULTS
Showing search results for "سپرد"
Ghazal MATCHES FOR "سپرد"
Ghazal
supurd kar ke use chaa.ndnii ke haatho.n me.n
mai.n apne ghar ke a.ndhero.n ko lauT aa.uu.ngii
Parveen Shakir
Ghazal
meraa ye kaam aur kasii ke supurd hai
KHud KHvaab dekhnaa abhii aayaa nahii.n mujhe
Shaheen Abbas
Ghazal
karnaa hii thaa sipurd jo qaatil ko ek din
is darja kyo.n amaan me.n rakkhaa gayaa mujhe
Jahangeer nayab
Ghazal
naale adam me.n chand hamaare supurd the
jo vaa.n na khi.nch sake so vo yaa.n aa ke dam hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
supurd-e-KHaak hii karnaa thaa mujh ko
to phir kaahe ko nahlaayaa gayaa huu.n
Hafeez Jalandhari
Ghazal
tire supurd karuu.n aa.ine muqaddar ke
idhar to aa mire KHush-rang pattharo.n vaale
Mohsin Naqvi
Ghazal
kuchh qarz apnii zaat ke ho bhii ga.e vasuul
jaise tire supurd the vaise nahii.n hu.e
Vipul Kumar
Ghazal
supurd kar hii diyaa aatish-e-hunar ke to phir
tamaam KHaak hii ho jaa.o kuchh bachaa.o mat
Obaidullah Aleem
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
Sarvat Husain
Ghazal
Saleem Kausar
Ghazal
vahii.n mujh ko supurd-e-KHaak karnaa
ki jis KHaak-e-bayaabaanii kaa mai.n huu.n
Khurshid Talab
Ghazal
Azad Gulati
Ghazal
KHush huu.n ki zindagii ne ko.ii kaam kar diyaa
mujh ko supurd-e-gardish-e-ayyaam kar diyaa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
supurd-e-KHaak to kar aa.e maa.n ko tum 'at.har'
Gamo.n kii dhuup me.n saaya kahaa.n se paa.oge
athar shakeel
Ghazal
Arshad Jamal Sarim
Ghazal
ab mujh ko ehtimaam se kiije supurd-e-KHaak
uktaa chukaa huu.n jism kaa malba uThaa ke mai.n