SEARCH RESULTS
Showing search results for "شاق"
Ghazal MATCHES FOR "شاق"
Ghazal
sunaa hai log use aa.nkh bhar ke dekhte hai.n
so us ke shahr me.n kuchh din Thahar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
dil par mire hii shaaq nahii.n hai tiraa firaaq
KHaamosh hai.n chaman me.n anaadil tire baGair
Nadir Shahjahanpuri
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
naam lenaa bhii hai duubhar ye vafaa kaisii hai
shaaq hai dil pe bahut aisii sazaa rahne de
Syed Ghafir Rizvi Falak Chhaulsi
Ghazal
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
shaaq hai terii judaa.ii dil-e-Gam-ghii.n mujh ko
le chalii suu-e-bayaabaa.n mujhe vahshat terii
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
'saahir' buland-o-past se thii shaaq rah-ravii
dil munfa.il hai raah ko hamvaar dekh kar
Sahir Siyalkoti
Ghazal
guzar rahii hai judaa.ii jo tujh pe shaaq to dekh
kabhii kabhii tuu varaa-e-had-e-firaaq to dekh
Kashif Shakeel
Ghazal
KHud se nibaah shaaq hu.aa hai kabhii kabhii
saaraa vajuud chaaq hu.aa hai kabhii kabhii
Rahat Hasan
Ghazal
mizaaj-e-yaar tujhe kyo.n vo e.atibaar thaa shaaq
ye aa.e din kaa talavvun jise miTaa ke rahaa
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
shaaq guzraa hai jo ahbaab ko vo sadma bhii
bazm me.n misra-e-tahdaar uThaane se hu.aa
Ziaul Mustafa Turk
Ghazal
vo harf-e-shauq huu.n jis kaa ko.ii siyaaq na ho
samajh sako na agar ishq kaa miraaq na ho
Shahid Ishqi
Ghazal
rafiiq dost muhib mujh ko shaaq sab hii the
agarche kahne ko ye ham-mazaaq sab hii the
Aslam Haneef
Ghazal
kitnii rangii.n hai apnii shaam-e-firaaq
pahro.n dil se hai.n yaar kii baate.n