SEARCH RESULTS
Showing search results for "شرع"
Ghazal MATCHES FOR "شرع"
Ghazal
sharaab dil kii talab thii shara ke pahre me.n
ham itnii ta.ngii me.n us ko sharaab kyaa dete
Muneer Niyazi
Ghazal
bas intihaa hai chho.Diye bas rahne diijiye
KHud apne e'timaad se sharmaa gayaa huu.n mai.n
Abdul Hamid Adam
Ghazal
yaa shar-e-musalmaanii yaa dair kii darbaanii
yaa naara-e-mastaana kaaba ho ki but-KHaana
Allama Iqbal
Ghazal
ik shar-e-musalmaanii ik jazb-e-musalmaanii
hai jazb-e-musalmaanii sirr-e-falak-ul-aflaak
Allama Iqbal
Ghazal
baate.n karo nigaar o bahaar o sharaab kii
azkaar-e-shar-o-dii.n na karo ham nashe me.n hai.n
Abdul Hamid Adam
Ghazal
har ik sutuun KHaana-e-shar-e-shariif hai
roza ho yaa zakaat ho yaa haj ho yaa namaaz
Ahmad Husain Mail
Ghazal
ye kah rahii hai mujh se kisii kii nigaah-e-sharm
fursat agar hayaa se mile shoKHiyaa.n karuu.n
Bekhud Dehlvi
Ghazal
na puuchho muftiyaan-e-shar.a kaa ahvaal jaane do
tanaffur kufr ko jis se ho vo islaam kyaa hogaa
Shad Azimabadi
Ghazal
shams-tabrez ne murde ko kiyaa thaa zinda
shar.a ne khii.nchii abas aise KHush-a.amaal kii khaal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Bismil Saeedi
Ghazal
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
ilaahii shar.a me.n rakkhaa hii kyaa hai
namaaz-e-be-vazuu hai aur mai.n huu.n
Chandar Bhan Kaifi Dehelvi
Ghazal
jo dam me.n dam hai to saaqii kii justujuu hii sahii
nahii.n sharaab to saudaa-e-aarzuu hii sahii
Muzaffar Shikoh
Ghazal
ri.nd biimaar rahaa mohtasib-e-shar.a se tez
is qadar jald are phe.nk ke saaGar karvaT
Riyaz Khairabadi
Ghazal
KHilaaf-e-shar’ na ho jaa.e ko.ii kaam kahii.n
hamesha KHauf hamaare dilo.n me.n rahtaa hai
Samar Kabir
Ghazal
shar'-o-aa.iin kii ta.aziir ke baa-vasf shabaab
lab-o-ruKHsaar kii jaanib nigaraa.n hai ki jo thaa