SEARCH RESULTS
Showing search results for "شفا"
Ghazal MATCHES FOR "شفا"
Ghazal
agar jalaa.e tumhe.n bhii shifaa mile shaayad
ik aise dard kii tum ko shu.aa.e.n bhejii hai.n
Gulzar
Ghazal
kaavish-e-dard-e-jigar kii lazzato.n ko bhuul kar
maa.il-e-aaraam o mushtaaq-e-shifaa ho jaa.iye
Hasrat Mohani
Ghazal
ai shaafa-e-mahshar jo kare tuu na shafaa.at
phir kaun vahaa.n tere sivaa mere liye hai
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
dast-e-qaatil se kuchh ummiid-e-shafaa thii lekin
nok-e-KHanjar se bhii kaa.nTaa na guluu kaa niklaa
Ahmad Faraz
Ghazal
Nawaz Deobandi
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
yuu.n kah rahii hai nargis-e-biimaar kii adaa
nusKHe to mujh ko yaad hazaaro.n shifaa ke hai.n
Ismail Merathi
Ghazal
charaaG haath me.n ho to havaa musiibat hai
so mujh mariiz-e-anaa ko shifaa musiibat hai
Anjum Saleemi
Ghazal
vo chehra ek shifaa-KHaana hai mirii KHaatir
vo ho to jaise ko.ii chaaraagar saa rahtaa hai
Farhat Ehsas
Ghazal
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
use qariib se dekhaa to kuchh shifaa paa.ii
ka.ii baras me.n mire jism se buKHaar gayaa
Haseeb Soz
Ghazal
bane ye zahr hii vaj.h-e-shifaa jo tuu chaahe
KHariid luu.n mai.n ye naqlii davaa jo tuu chaahe