SEARCH RESULTS
Showing search results for "شمر"
Ghazal MATCHES FOR "شمر"
Ghazal
sunaa hai log use aa.nkh bhar ke dekhte hai.n
so us ke shahr me.n kuchh din Thahar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ham naadir o yaziid na hajjaaj hai.n na shimr
allaah aur 'josh' hamaarii du.aa sune
Josh Malihabadi
Ghazal
zaraa ho garmi-e-sohbat to KHaak kar de charKH
miraa suruur hai gul-KHanda-e-sharar kaa saa
Momin Khan Momin
Ghazal
kahaa.n hai shimr ko taufiiq sharmsaarii kii
magar hai KHanjar-e-qaatil kii dhaat sharminda
Nasira Zuberi
Ghazal
savaad-e-shahr me.n tho.Dii sii ye jo jannat hai
hamaare ahd ke namruud kii viraasat hai
Raza Ashk
Ghazal
ye kuufe kii galiyaa.n hai.n ki ye merii rage.n bhii
har samt se chubhtii hai anii mujh ko shimar kii
Azra Parveen
Ghazal
hazaar shimr jafaa.o.n pe hai.n kamar-basta
ye daur ham pe musallat hai karbalaa kii tarah
Mehdi Pratapgarhi
Ghazal
mai.n un ko KHair kii jaanib bulaa rahaa huu.n magar
ye shimr-zaade hai.n meraa hii sar utaare.nge
Nasir Amrohvi
Ghazal
kaj-kulaaho.n ne bahut shor machaa rakkhaa hai
chor-uchakko.n ne bahut shor machaa rakkhaa hai
Lucky farooqi Hasrat
Ghazal
vo apnaa jurm chhupaane ko shimr ban baiThe
hamaaraa shahr bhii lagtaa hai karbalaa kii tarah
Minhaj Naqeeb
Ghazal
kyaa kisii shimr ne phir KHeme jalaa Daale hai.n
sar ko khole hu.e saadaat nazar aatii hai
Rizwan Haider
Ghazal
kyaa kisii shimr ne phir KHeme jalaa Daale hai.n
sar ko khole hu.e saadaat nazar aatii hai
Rizwan Haider
Ghazal
yak nazar besh nahii.n fursat-e-hastii Gaafil
garmii-e-bazm hai ik raqs-e-sharar hote tak
Mirza Ghalib
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
kahnii hai mujh ko ek baat aap se ya.anii aap se
aap ke shahr-e-vasl me.n lazzat-e-hijr bhii ga.ii