SEARCH RESULTS
Showing search results for "صدائے_غیب"
Ghazal MATCHES FOR "صدائے_غیب"
Ghazal
jab kabhii lafzo.n ko mai.n ne dii sadaa.e.n
ik sadaa-e-Gaib naazil ho ga.ii hai
Chandrabhan Khayal
Ghazal
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
ho chukii hai gum sadaa-e-baazgasht-e-Gaib bhii
pattharo.n ko ab ko.ii naqsh-e-navaa dene se kyaa
Mohammad Ahmad Ramz
Ghazal
sadaa-e-girya jo har shaam ghar se aatii hai
ye baazgasht hai diivaar-o-dar se aatii hai
Sarmad Sahbai
Ghazal
nayaa lahja nayaa manzar nayaa pindaar ho paidaa
mire naGmo.n se aisii raunaq-e-gulzaar ho paidaa
Qurban Aatish
Ghazal
zulmat-kade me.n mere shab-e-Gam kaa josh hai
ik sham.a hai daliil-e-sahar so KHamosh hai
Mirza Ghalib
Ghazal
چمک تيري عياں بجلي ميں ، آتش ميں ، شرارے ميں
جھلک تيري ہويدا چاند ميں ،سورج ميں ، تارے ميں
Allama Iqbal
Ghazal
ye kaun is darja aatishii.n rakh-rakhaav me.n hai
ye kis kaa chehra hai jo dahakte alaav me.n hai
Ahmad Sageer
Ghazal
ye kaun is darja aatishii.n rakh-rakhaav me.n hai
ye kis kaa chehra hai jo dahakte alaav me.n hai
Ahmad Sageer
Ghazal
Baqar Mehdi
Ghazal
barsaat mufliso.n kii sadaa se raqiib hai
kachche makaan girne kaa mausam 'ajiib hai
Dr. Jafar Askari
Ghazal
jaltaa rahe charaaG havaa.o.n pe bas nahii.n
hai ehtimaam-e-shaam ko.ii ham-nafas nahii.n
Shaista Mufti
Ghazal
misaal-e-sail-e-balaa na Thahre havaa na Thahre
lagaa.e jaa.e.n hazaar pahre havaa na Thahre
Aftab Iqbal Shamim
Ghazal
Dubo.e detaa hai KHud-aagahii kaa baar mujhe
mai.n Dhaltaa nashsha huu.n mauj-e-tarab ubhaar mujhe
Anwar Siddiqui
Ghazal
gar bazm-e-raqs dekhii to vaa.n bhii gosh-e-dil me.n
ko.ii sadaa na aa.ii Gair-az-sadaa-e-matlab
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Gazab ke taish me.n vo shoKH-diida aayaa thaa
ba-shakl-e-qahr thaa KHanjar-kashiida aayaa thaa