SEARCH RESULTS
Showing search results for "صدر"
Ghazal MATCHES FOR "صدر"
Ghazal
maan ai 'zafar' tuu panj-tan o chaar-yaar ko
hai.n sadr-e-diin kii yahii mahfil ke chaar paa.nch
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
mujhe defence kii lingua-franca na.ii.n aatii
tumhe.n to sadr kaa qaumii taraana aataa hai
Idris Babar
Ghazal
Irfan Siddiqi
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
kal talak mahfil-e-ishrat me.n jo the sadr-nashii.n
qabr me.n aaj unhe.n be-kas-o-tanhaa dekhaa
Akbar Allahabadi
Ghazal
Shaad Aarfi
Ghazal
mai-parasto.n me.n hai yuu.n saaGar-o-miinaa kaa vaqaar
jaise islaam me.n ho mohtasib o sadr kii qadr
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Shahid Jamal
Ghazal
committee me.n KHaazin kaa ohda nahii.n hai
jo hai mo'tamad aur sadr fifTy fifTy
Pagal Adilabadi
Ghazal
mai pii ke aashiqii ke KHaraabaat me.n 'naziir'
ne Dar hai mohtasib kaa na sadrussuduur kaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
kuchh bhii hai jinhe.n azm vahii sadr-nashii.n hai.n
hote hai.n gul-ruu-e-sabad sab se ba.De phuul
Imdad Ali Bahr
Ghazal
Nadir Kakorvi
Ghazal
aataa hai kaun hijr me.n ai zauq-e-intizaar
daur-e-KHizaa.n me.n sadr-nashiin-e-chaman kahaa.n
Sirajuddin Zafar
Ghazal
aaj tuu kal ko.ii aur hogaa sadr-e-bazm-e-mai
saaqiyaa tujh se nahii.n ham se hai mai-KHaane kaa naam
Anand Narayan Mulla
Ghazal
ek ham hii to nahii.n ahl-e-hunar the phir kyo.n
ahl-e-mahfil ne mujhe sadr banaanaa chaahaa