SEARCH RESULTS
Showing search results for "صدقہ"
Ghazal MATCHES FOR "صدقہ"
Ghazal
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
Thahro tevrii ko cha.Dhaa.e hu.e jaate ho kidhar
dil kaa sadqa to abhii sar se utar jaane do
Miyan dad Khan Sayyah
Ghazal
gulaab chaa.ndnii-raato.n pe vaar aa.e ham
tumhaare ho.nTo.n kaa sadqa utaar aa.e ham
Azhar Iqbal
Ghazal
Purnam Allahabadi
Ghazal
Guruur-e-husn kaa sadqa ko.ii jaataa hai duniyaa se
kisii kii KHaak me.n miltii javaanii dekhte jaa.o
Fani Badayuni
Ghazal
mai.n apnii aah ke sadqe ki merii aah me.n bhii
tirii nigaah ke andaaz paa.e jaate hai.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
mehnat kaa phal hai sadqa-o-KHairaat kyuu.n kahe.n
jiine kii ham jo paate hai.n tanKHvaah ishq hai
Ameer Imam
Ghazal
sadqa hotaa huu.n jis gha.Dii mujh ko
yaad aatii hai us parii kii qasam
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
'muztar' ko kabhii husn kaa sadqa bhii diyaa hai
ye bhiik kabhii aap se Daalii bhii ga.ii hai
Muztar Khairabadi
Ghazal
'raaz' ye Gazal apnii ik hasii.n kaa sadqa hai
sher bhii anokhe hai.n hai.n tarz bhii niraalii hai
Raaz Allahabadi
Ghazal
is javaa.n-mardii ke sadqe jaa.iye har baat par
sar kaTaane ke liye rahte hai.n ab tayyaar log
Nomaan Shauque
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
aazaad kuchh hu.e hai.n asiiraan-e-zindagii
yaa'nii jamaal-e-yaar kaa sadqa utar gayaa
Fani Badayuni
Ghazal
jhiil aa.nkho.n kii mirii jaan zaraa sadqa utaar
aur mire naam tuu aa.nkho.n kaa ye kaajal kar de
Farhat Nadeem Humayun
Ghazal
ba.Dh ga.ii mai piine se dil kii tamannaa aur bhii
sadqa apnaa saaqiyaa yak jaam-e-sahbaa aur bhii
Munshi Amirullah Tasleem
Ghazal
saaqii kabhii mil jaa.e mohabbat kaa samar bhii
in aa.nkho.n kaa sadqa ko.ii saaGar to idhar bhii
Bekhud Dehlvi
Ghazal
vo sair ko jo aa.e to sadqe me.n un ko 'barq'
har ek gul ne taa.ir-e-nik.hat u.Daa diyaa