SEARCH RESULTS
Showing search results for "ضامن"
Ghazal MATCHES FOR "ضامن"
Ghazal
muhaabaa kyaa hai mai.n zaamin idhar dekh
shahiidaan-e-nigah kaa KHuu.n-bahaa kyaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Gaflat kafiil-e-umr o 'asad' zaamin-e-nashaat
ai marg-e-naa-gahaa.n tujhe kyaa intizaar hai
Mirza Ghalib
Ghazal
kyaa 'miir' tujh ko naama-syaahii kaa fikr hai
KHatm-e-rusul saa shaKHs hai zaamin najaat kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
aaj kaa din to bahut KHair se guzraa 'naasik'
kal kii kyuu.n fikr karuu.n kal kaa KHudaa zaamin hai
Athar Nasik
Ghazal
ho jo duniyaa ke liye amn-o-sukuu.n kaa zaamin
aisaa paiGaam sunaa.o to ko.ii baat bane
Ashok Sawhny
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
Riaz Majeed
Ghazal
aah ho saktii hai bedaad pe maa.il vo nazar
ho jo altaaf kii zaamin mujhe ma.aluum na thaa
Bismil Saeedi
Ghazal
Anand Narayan Mulla
Ghazal
Gulzar Dehlvi
Ghazal
lazzat-e-lams kaa inkaar nahii.n kar saktaa
duur baiThe tujhe sarshaar nahii.n kar saktaa
Syed Zamin Abbas Kazmi
Ghazal
aaj kii shab jaise bhii ho mumkin jaagte rahnaa
ko.ii nahii.n hai jaan kaa zaamin jaagte rahnaa
Himayat Ali Shayar
Ghazal
tujh ko bechainiyo.n kaa paas nahii.n
tujh se vaise bhii ko.ii aas nahii.n
Syed Zamin Abbas Kazmi
Ghazal
ik ek harf mirii tishnagii kaa zaamin hai
ik ek harf ko ejaaz de rahaa huu.n abhii
Lutf-ur-rahman
Ghazal
jis kii buniyaad mohabbat kii ho zaamin 'sumbul'
aisaa ik shahr yahaa.n ko.ii to aabaad kare
Sabiha Sumbul
Ghazal
miraa vajuud tumhaarii baqaa kaa zaamin hai
tumhaare an-kahe jazbo.n kaa aa.ina mai.n huu.n