SEARCH RESULTS
Showing search results for "ضبط_الم"
Ghazal MATCHES FOR "ضبط_الم"
Ghazal
zabt-e-alam se ishq kaa charchaa sivaa hu.aa
aashob-rozgaar dil-e-mubtalaa hu.aa
Nazish Badayuni
Ghazal
naakaam merii koshish-e-zabt-e-alam nahii.n
yuu.n mutma.in huu.n jaise mujhe ko.ii Gam nahii.n
Rahi Shahabi
Ghazal
Syed Manzar Hasan Desnavi
Ghazal
zabt-e-alam ne dard ko darmaa.n banaa diyaa
mushkil thii zindagii magar aasaa.n banaa diyaa
Kokab Muradabadi
Ghazal
tumhe.n naaz zabt-e-alam par hai 'qaisar'
mujhe ashk aa.nkho.n me.n bharne kaa Gam hai
Rana Khalid Mahmood Qaiser
Ghazal
jafaa o jaur-e-musalsal vafaa o zabt-e-alam
vo iKHtiyaar tumhe.n hai ye iKHtiyaar mujhe
Anwar Sabri
Ghazal
Gam se nisbat hai jinhe.n zabt-e-alam karte hai.n
ashk ko ziinat-e-daamaa.n nahii.n hone dete
Abrar Kiratpuri
Ghazal
zabt-e-alam pe harf na aane diyaa kabhii
aa.nkho.n se ek ashk bhii ab tak giraa nahii.n
Munawwar Jahan Munawwar
Ghazal
saKHt majbuur huu.n mai.n zabt-e-alam se 'saaqib'
KHud mirii aah na kar de kahii.n barbaad mujhe
Saqib Rampuri
Ghazal
Saba Afghani
Ghazal
kaam agar kuchh bhii na aa.egaa miraa zabt-e-alam
vahshat-e-dil hii mirii haalat sa.nbhaale jaa.egii
Nadim Balkhi
Ghazal
zabt-e-alam hai ishq me.n shart-e-vafaa magar
aa.e hai.n ashk bhii sar-e-mizhgaa.n kabhii kabhii
Muneer Wahidi
Ghazal
Aqeel Sambhali
Ghazal
Naseem Shahjahanpuri
Ghazal
mire zabt-e-alam ne taab-e-goyaa.ii na dii mujh ko
sunaataa ahl-e-aalam ko fasaane zindagii bhar ke