SEARCH RESULTS
Showing search results for "طیور"
Ghazal MATCHES FOR "طیور"
Ghazal
vaa.iz na tum piyo na kisii ko pilaa sako
kyaa baat hai tumhaarii sharaab-e-tahuur kii
Mirza Ghalib
Ghazal
Zahida Zaidi
Ghazal
ye zamzama tuyuur-e-KHush-aaha.ng kaa nahii.n
hai naGma-sa.nj bulbul-e-ra.ngii.n-navaa-e-qalb
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
ho izn sa.ng-e-lahad ke tavaaf kaa 'aamir'
tuyuur u.Dte hu.e kaashGar ke dekhte hai.n
Aamir Suhail
Ghazal
dahkii hu.ii fazaa.o.n me.n jaa.e.n kahaa.n tuyuur
saa.e bhii jab ghane na rahe.n shaaKH-saar ke
Shahzad Ahmad
Ghazal
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
ye aamad aamad-e-tuufaan-e-shab KHudaa kii panaah
tuyuur-e-shaam simaT jaa.e.n aashiyaano.n me.n
Rais Amrohvi
Ghazal
tuyuur dekhne aate hai.n merii ek jhalak
hazaar bargad-o-shiisham tamaasha karte hai.n
Aatif Kamal Rana
Ghazal
kabhii kabhii to ho 'shaukat' shadiid ye ehsaas
ki ham tuyuur qafas me.n pa.De hai.n daam ke ba.ad
Shaukat Wasti
Ghazal
vahsh o tuyuur ko mirii aa.he.n kare.n halaak
aab-o-giyaah koh-o-bayaabaa.n se duur ho.n
Haidar Ali Aatish
Ghazal
tuluu-e-sub.h kaa manzar ajiib hotaa hai
jab aasmaa.n se sadaa-e-tuyuur dastak de
Naseem Sahar
Ghazal
hijrat miraa nasiib hai parvaaz mashGala
gumbad ke daa.ere me.n misaal-e-tuyuur huu.n
Ishrat Qadri
Ghazal
muusaa ke sar pe paa.nv hai ahl-e-nigaah kaa
us kii galii me.n KHaak u.Dii koh-e-tuur kii
Qalaq Merathi
Ghazal
phir baa-adab hai.n lafz-o-ma.aanii mire huzuur
phir fauj utar rahii hai KHayaal-e-tuyuur kii
Nadeem Fazli
Ghazal
Syed Ghafir Rizvi Falak Chhaulsi
Ghazal
panaah mil na sakegii kisii ko ghar me.n bhii
tuyuur sub.h se pahle agar u.Daa.e ga.e