SEARCH RESULTS
Showing search results for "علاج"
Ghazal MATCHES FOR "علاج"
Ghazal
Gam-e-hastii kaa 'asad' kis se ho juz marg ilaaj
sham.a har rang me.n jaltii hai sahar hote tak
Mirza Ghalib
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
Hafeez Jalandhari
Ghazal
ronaa ilaaj-e-zulmat-e-duniyaa nahii.n to kyaa
kam-az-kam ehtijaaj-e-KHudaa.ii hai ro.iye
Abbas Qamar
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
hai husn kaa fusuu.n bhii ilaaj-e-fasurdagii
ruKH se naqaab uThaa ki tabii.at udaas hai
Abdul Hamid Adam
Ghazal
vo dil-navaaz hai lekin nazar-shanaas nahii.n
miraa ilaaj mire chaara-gar ke paas nahii.n
Nasir Kazmi
Ghazal
ham ne ilaaj-e-zaKHm-e-dil to Dhuu.nD liyaa lekin
gahre zaKHmo.n ko bharne me.n vaqt to lagtaa hai
Hastimal Hasti
Ghazal
ik ye bhii to andaaz-e-ilaaj-e-Gam-e-jaa.n hai
ai chaaragaro dard ba.Dhaa kyuu.n nahii.n dete
Ahmad Faraz
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
Ahmad Mushtaq
Ghazal
ilaaj aatish-e-'ruumii' ke soz me.n hai tiraa
tirii KHirad pe hai Gaalib fira.ngiyo.n kaa fusuu.n
Allama Iqbal
Ghazal
ilaaj ye hai ki majbuur kar diyaa jaa.uu.n
vagarna yuu.n to kisii kii nahii.n sunii mai.n ne
Jaun Eliya
Ghazal
KHirad ke paas KHabar ke sivaa kuchh aur nahii.n
tiraa ilaaj nazar ke sivaa kuchh aur nahii.n
Allama Iqbal
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
har ek ghar me.n diyaa bhii jale anaaj bhii ho
agar na ho kahii.n aisaa to ehtijaaj bhii ho