SEARCH RESULTS
Showing search results for "عکاس"
Ghazal MATCHES FOR "عکاس"
Ghazal
viiraa.n hai mai-kada KHum-o-saaGar udaas hai.n
tum kyaa ga.e ki ruuTh ga.e din bahaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
photo me.n dil kii choT na tabdiil ho sakii
naqle.n utaar utaar ke akkaas rah gayaa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
ham ne is baar tujhe jism se haT kar sochaa
shaa.irii ruuh kii akkaas nahii.n thii pahle
Shakeel Azmi
Ghazal
kab jaan sakaa dard miraa dekhne vaalaa
chehra mire haalaat kaa akkaas nahii.n thaa
Naqsh Layalpuri
Ghazal
mai.n to bas un ke hii ra.ng-o-nuur kaa akkaas thaa
muztarib hai kyuu.n sitaaro.n kii ziyaa mere liye
Salam Machhli shahri
Ghazal
meraa chehra hai mire qalb kaa akkaas 'naqiib'
meraa chehra tiraa chehra nahii.n hone vaalaa
Fasihullah Naqeeb
Ghazal
akkaas hai aa.iina abhii merii anaa kaa
TuuTaa huu.n magar TuuT ke bikhraa to nahii.n huu.n
Iqbal Aslam
Ghazal
phir aas-paas se dil ho chalaa hai meraa udaas
phir ek jaam ki barjaa ho.n jis se hosh havaas
Imtiyaz Ali Arshi
Ghazal
shauq kii aa.nkhe.n hai.n akkaas-e-bahaar-e-husn-e-dost
dil sadaa band-e-Ginaa-e-lahn hai taqriir kaa
Mani Nagpuri
Ghazal
na.ii fazaa kaa taqaazaa ki mai.n panap na sakuu.n
akaas bel se rut ne bune hai.n jaal mire
Rasikh Irfani
Ghazal
meraa chehra mire jazbaat kaa akkaas nahii.n
meraa dil dekh jahaa.n hashr bapaa hai saaqii
Naim Hamid Ali
Ghazal
har ek lamha hai akkaas-e-ruu-e-mustaqbil
dayaar-e-shauq me.n maazii nahii.n hai haal nahii.n
Shariq Balyavi
Ghazal
Zia Zakhmi
Ghazal
ik aa.ina hai aur do hairat-zada aa.nkhe.n
chehra bhii ko.ii dard kaa akkaas nahii.n hai
israr Kafeel
Ghazal
tirii tasviir bhii akkaas aaKHir kyaa utaare.nge
kahaa.n ye 'aks gahre terii suurat se nikalte hai.n
Muhammad Rashid Athar
Ghazal
baras rahaa hai fazaa se chaman me.n KHauf-o-hiraas
kalii kalii hai fasurda to phuul phuul udaas
Razi Badayuni
Ghazal
basaa hu.aa hai nigaaho.n me.n ek hii manzar
ba.Daa hii shauq thaa akkaas rang hone kaa