SEARCH RESULTS
Showing search results for "فائدے"
Ghazal MATCHES FOR "فائدے"
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
vo vaqt par mile na mile faa.ede me.n huu.n
vo yuu.n ki intizaar kaa matlab nahii.n pataa
Muzdam Khan
Ghazal
kuchh faa.ede bhii hote hai.n uj.De makaan ke
alfaaz is me.n guu.njte hai.n raftagaan ke
Ali Raza Baloch
Ghazal
ishq me.n bas faa.ede achchhe nahii.n hote janaab
ishq me.n tho.Daa bahut nuqsaan honaa chaahiye
Aadil Farhat
Ghazal
us ne to ehsaas ke badle me.n sab kuchh de diyaa
faa.ede nuqsaan kaa bevpaar chhoTaa pa.D gayaa
Pratap Somvanshi
Ghazal
Kausar Siddiqi
Ghazal
magar ye kyaa ki parinde shajar se gir jaa.e.n
agarche hote hai.n kuchh faa.ede havaa ke bhii
Farrukh Adeel
Ghazal
jashn mai.n ne bhii manaayaa thaa shajar kaTne kaa
us ne vo faa.ede ginvaa.e mujhe aarii ke
Ashu Mishra
Ghazal
tumhaare faa.ede nuqsaan kaa hii zikr na ho
kisii kii baat jo kaaTo to soch kar kaaTo
Komal Joya
Ghazal
ik qadam hii to ba.Dhaayaa hai hamaarii jaanib
aap ko faa.ede nuqsaan nazar aane lage
Jyoti Azad Khatri
Ghazal
faa.ede faa.ede ke chakkar me.n
kuchh bhii to faa.eda nahii.n hotaa