SEARCH RESULTS
Showing search results for "فاحش"
Ghazal MATCHES FOR "فاحش"
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
kyuu.nkar hu.aa hai faash zamaane pe kyaa kahe.n
vo raaz-e-dil jo kah na sake raaz-daa.n se ham
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
KHud ham ne faash faash kyaa raaz-e-aashiqii
daaman ko taar taar kiyaa haa.e kyaa kiyaa
Behzad Lakhnavi
Ghazal
sohbat-e-piir-e-ruum se mujh pe hu.aa ye raaz faash
laakh hakiim sar-ba-jeb ek kaliim sar-ba-kaf
Allama Iqbal
Ghazal
kiye hai.n faash rumuuz-e-qalandarii mai.n ne
ki fikr-e-madrasa-o-KHaanqaah ho aazaad
Allama Iqbal
Ghazal
hu.aa na raaz-e-razaa faash vo to ye kahiye
mire nasiib me.n thii varna sa.ii-e-naa-ma.aluum
Fani Badayuni
Ghazal
aariz-e-shaam kii surKHii ne kiyaa faash use
parda-e-abr me.n thaa aag lagaane vaalaa
Wazir Agha
Ghazal
hamii.n pe faash kiye raaz-haa-e-harf-o-suKHan
to phir hame.n hii tamaashaa saa kyuu.n banaa rakkhaa
Irfan Sattar
Ghazal
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
duKHtar-e-raz ko nahii.n chhe.Dte hai.n matvaale
hazar us faahisha se karte hai.n hurmat vaale
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
har chehre ke piichhe sau chehre ubhre
sab kaa pardaa faash hu.aa tasviiro.n me.n
Manish Shukla
Ghazal
faash raaz-e-dil nahii.n kartaa magar ye Dar to hai
be-KHudii me.n aah lab se aashnaa ho jaa.egii