SEARCH RESULTS
Showing search results for "فاختہ"
Ghazal MATCHES FOR "فاختہ"
Ghazal
faaKHta kii majbuurii ye bhii kah nahii.n saktii
kaun saa.np rakhtaa hai us ke aashiyaane me.n
Bashir Badr
Ghazal
uqaab ko thii Garaz faaKHta paka.Dne se
jo gir ga.ii to yuu.nhii niim-jaan chho.D gayaa
Parveen Shakir
Ghazal
nii.nd kii faaKHta sahmii hu.ii hai aa.nkho.n me.n
tiir yaado.n kii kamii.n-gaaho.n se phir aa.e.nge
Bashir Badr
Ghazal
udaas ho ga.ii ek faaKHta chahaktii hu.ii
kisii ne qatl kiyaa hai ye intiqaal nahii.n
Bashir Badr
Ghazal
vo faaKHta jo mujhe dekhte hii u.Dtii thii
ba.De saliiqe se bachcho.n me.n aa ke baiTh ga.ii
Munawwar Rana
Ghazal
ai faaKHta us sarv-e-sahii qad kaa huu.n shaidaa
kuu-kuu kii sadaa mujh ko sunaanaa nahii.n achchhaa
Bhartendu Harishchandra
Ghazal
fasaadiyo.n ko mai.n is shart par rihaa karuu.ngaa
ki faaKHta ke paro.n kii havaa se mar jaa.e.n
Rakib Mukhtar
Ghazal
qumrii-e-baaG-e-bahisht ab jo ye be-faaKHta hai.n
unhe.n bhii kah do ki tum sarv se aazaad raho
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
uqaab-e-zulm ke panje abhii kahaa.n TuuTe
abhii to faaKHta-e-aman KHuun me.n tar hai
Hafeez Banarasi
Ghazal
muskuraatii zindagii ke KHuun kaa pyaasaa uqaab
vaqt ke haatho.n me.n zaKHmii faaKHta de jaa.egaa
Javed Akram Farooqi
Ghazal
jahaa.n ke zulm sahte sahte faaKHta bhii baarhaa
aqab se panje maartii hai phir uqaab kii tarah