SEARCH RESULTS
Showing search results for "فانوس"
Ghazal MATCHES FOR "فانوس"
Ghazal
parvaano.n ne faanuus ko dekhaa to ye bole
kyuu.n ham ko jalaate ho ki jalne nahii.n dete
Akbar Allahabadi
Ghazal
dil hii faanuus-e-havaa dil hii KHas-o-KHaar-e-havas
dekhnaa ye hai ki us kaa qurb kyaa raushan kare
Irfan Siddiqi
Ghazal
sham.a ho faanuus se baahar to gul ho jaa.egii
bandish-e-alfaaz mat to.Do ma.aanii ke liye
Sajjad Baqar Rizvi
Ghazal
Ghayas Mateen
Ghazal
aashiq naqaab-e-jalva-e-jaanaana chaahiye
faanuus-e-sham.a ko par-e-parvaana chaahiye
Mirza Ghalib
Ghazal
shab ki vo majlis-faroz-e-KHalvat-e-naamuus thaa
rishta-e-har-sham.a KHaar-e-kisvat-e-faanuus thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
vahii hai bazm vahii sham.a hai vahii faanuus
fidaa-e-bazm vo parvaane anjuman me.n nahii.n
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
parvaane kar chuke the sar-anjaam KHud-kushii
faanuus aa.De aa gayaa taqdiir dekhnaa
Yagana Changezi
Ghazal
KHalvat-e-naaz kujaa aur kujaa ahl-e-havas
zor kyaa chal sake faanuus se parvaane kaa
Yagana Changezi
Ghazal
na to parde hai.n, na gul-daan, na faanuus ko.ii
ghar ke KHush-rang saliiqe mujhe vaapas kar de
Fay Seen Ejaz
Ghazal
lau sham-e-haqiiqat kii apnii hii jagah par hai
faanuus kii gardish se kyaa kyaa nazar aataa hai
Asghar Gondvi
Ghazal
huu.n sham.a yaa ki shola KHabar kuchh nahii.n magar
faanuus ho rahaa hai miraa pairahan mujhe
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
tuu laa-javaab hai sab ittifaaq rakhte hai.n
magar ye shahr ke faanuus jal ke dekhte hai.n
Ahmad Kamal Parwazi
Ghazal
raushan hu.aa ye mujh pe ki faanuus me.n hai sham.a
haath us kaa jalvagar jo tah-e-aastii.n hu.aa
Amanat Lakhnavi
Ghazal
dil ye kahtaa hai jo vo sham-e-ezaar aa nikle
ban ke faanuus pukaaruu.n mire aaGosh me.n aa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
poshaak se badan kii tajallii hai aashkaar
faanuus-e-sham-e-tuur tumhaaraa libaas hai