SEARCH RESULTS
Showing search results for "فرزند"
Ghazal MATCHES FOR "فرزند"
Ghazal
kahtaa huu.n vahii baat samajhtaa huu.n jise haq
ne aabla-e-masjid huu.n na tahziib kaa farzand
Allama Iqbal
Ghazal
gar silsila-e-ishq me.n farzand-e-KHalaf hai.n
ham KHaana-KHaraabii kaa ghar aabaad kare.nge
Hasrat Azimabadi
Ghazal
zan-o-KHvesh-o-farzand-o-daulat se chhuuTe
na dekhe ko.ii jo ki ham dekhte hai.n
Wajid Ali Shah Akhtar
Ghazal
Faiz Jhanjhanvi
Ghazal
kab tak zamii.n makaa.n zan-o-farzand kaarobaar
hastii kaa hal bhii Dhuu.nD ko.ii so.nch-saa.nch kar
Muztar Majaz
Ghazal
hoe.n farzand-e-sa.iid aur nishaate.n paiham
farruKH har saal ho har maah mubaarak ho.e
Mardan Safi
Ghazal
bhuuk marte hu.e bachcho.n ko jo khaanaa laa de
us masiihaa ko hii farzand-e-KHudaa kahte hai.n
Asad Raza Sahar
Ghazal
aataa hai vahii kaam musiibat ke dino.n me.n
farzand mire ghar me.n bhii lofar kii tarah hai.n
Pratap Somvanshi
Ghazal
baraadar quvvat-e-baazuu hai maanaa
magar farzand hotaa hai jigar-band
Bashiruddin Ahmad Dehlvi
Ghazal
haath aayaa ko.ii mazmuun nayaa to samjhaa
mujh ko farzand-e-KHudaa ne mire imdaad kiyaa
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
baap kaa hai faKHr vo beTaa ki rakhtaa ho kamaal
dekh aa.iine ko farzand-e-rashiid-e-sa.ng hai
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
mai.n ik hunar ke shahr kaa farzand-e-KHaas thaa
Gurbat ne mere saare kamaalaat le liye
Deedar Bastawi
Ghazal
Bayan Meeruthi
Ghazal
Aftab Iqbal Shamim
Ghazal
farzand-o-aziizaan sakal KHvesh qabiila
duniyaa hai daGaabaaz nahii.n ko.ii tumhaaraa
Alimullah
Ghazal
jhuuT ke bal pe ko.ii vaqt kaa farzand hu.aa
ham ne sach bol ki bas apnii tabaahii chaahii