SEARCH RESULTS
Showing search results for "فروغ_مے"
Ghazal MATCHES FOR "فروغ_مے"
Ghazal
ik nau-bahaar-e-naaz ko taake hai phir nigaah
chehra faroG-e-mai se gulistaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
zindagii tishna bhii hai be-ra.ng bhii lekin 'suruur'
jab talak chehra faroG-e-mai se taabinda na ho
Suroor Barabankvi
Ghazal
jab tak faroG-e-mai se na ho siina nuur-zaar
hargiz hariif-e-mai-kada asraar-daa.n na ho
Shefta Mustafa Khan
Ghazal
lakiir khi.nchtii chalii jaa rahii hai ta-ba-jigar
faroG-e-mai hai ki mashq-e-jaraahat-e-shab hai
Ameeq Hanafi
Ghazal
KHushaa vo sarKHushii-e-saa.at-e-shab-diidaar
kujaa faroG-e-mah-o-mai kujaa nazaara-e-shab
Syed Amin Ashraf
Ghazal
Natiq Lakhnavi
Ghazal
ye kis ne kah diyaa aaKHir ki chhup-chhupaa ke piyo
ye mai hai mai use auro.n ko bhii pilaa ke piyo
Darshan Singh
Ghazal
faroG-e-nashaa-e-mai se bhii jii bahal na sakaa
bahut se Gam the jo mauj-e-subuu ke saath aa.e
Farasat Rizwi
Ghazal
Gam-e-hijraa.n se zaraa yuu.n bhii nibhaa.ii jaa.e
mahfil-e-Gair sahii aaj sajaa.ii jaa.e
Farogh Zaidi
Ghazal
Ali Sardar Jafri
Ghazal
Ameer Minai
Ghazal
Zahid Chaudhry
Ghazal
is qadar mahv-e-tasavvur huu.n sitamgar teraa
mujh ko Gurbat me.n nazar aane lagaa ghar teraa