SEARCH RESULTS
Showing search results for "فصاحت"
Ghazal MATCHES FOR "فصاحت"
Ghazal
bayaan ilm-e-ma.aanii fasaahat ilm-e-balaaG
bayaan kar nahii.n sakte kisii kii ek ha.nsii
Shahzad Qais
Ghazal
'naadir' na aa.e harf tumhaarii zabaan par
vo sher kyaa hai jis me.n fasaahat nahii.n rahii
Nadir Shahjahanpuri
Ghazal
ye KHosha-chiini-e-KHvaan-e-aniis hai 'arshad'
namak namat jo mire sher me.n fasaahat hai
Arshad Abdul Hamid
Ghazal
Agha Shayar Qazalbash
Ghazal
Bhartendu Harishchandra
Ghazal
hai.n fasaahat me.n masal vaa.iz o 'haalii' dono.n
dekhnaa ye hai ki be-laag suKHan kis kaa hai
Altaf Hussain Hali
Ghazal
Siraj Aurangabadi
Ghazal
baham tanz o tausiif o shukr o shikaayat
fasaahat Gazal hai balaaGat Gazal hai
Mohan Singh Deewana
Ghazal
Radhe Shiyam Rastogi Ahqar
Ghazal
misro.n me.n gesu.o.n kii fasaahat kaa bhar ke ra.ng
apnii har ik Gazal ko sanad ham ne kar diyaa
Sirajuddin Zafar
Ghazal
qaa.el apnii guftuguu se KHaas kaa hotaa kaliim
'sa.adii'-e-shiiraaz bhii mujh se fasaahat maa.ngtaa
Aagha Akbarabadi
Ghazal
taur-tariiqe aur qariine siikhoge usluub ka.ii
likhne baiTho baab-e-fasaahat urdu bolne vaalaa huu.n
Wajeeh Sani
Ghazal
Irfan Abidi mantvi
Ghazal
mai.n to dil-daada fasaahat kaa huu.n 'bazm'
kyo.n na ho ulfat kalaam-e-'miir' se
Aashiq Husain Bazm Afandi
Ghazal
shohra hai 'sabaa' ab to apnii bhii fasaahat kaa
'aatish' ke muqallid hai.n sohbaa.n kise kahte hai.n
Wazir Ali Saba Lakhnavi
Ghazal
'bahr' apnii bhii fasaahat jaante hai.n ahl-e-fahm
duusre ham hai.n agar sahbaan-o-i.l ek hai
Imdad Ali Bahr
Ghazal
adab kii mahfile.n aabaad hai.n dam se hamaare hii
hamaaraa baaG hai urdu adab 'baasir' fasaahat kaa
Basir Tonki
Ghazal
allaah rii fasaahat allaah rii balaaGat
aisaa kahaa.n jhamak.Daa aisaa kahaa.n tamaashaa