SEARCH RESULTS
Showing search results for "فصل_بہاراں"
Ghazal MATCHES FOR "فصل_بہاراں"
Ghazal
is baras fasl-e-bahaaraa.n kii tarah vaapas aa
to mirii jaan hai jaanaa.n kii tarah vaapas aa
Meena Naqvi
Ghazal
jab kabhii fasl-e-bahaaraa.n kaa KHayaal aataa hai
saath hii chaak-e-garebaa.n kaa KHayaal aataa hai
Saeed Shahidi
Ghazal
Naresh Kumar Shad
Ghazal
Anwar Saharanpuri
Ghazal
ahl-e-junuu.n the fasl-e-bahaaraa.n ke sar ga.e
ham log KHvaahisho.n kii haraarat se mar ga.e
Abbas Rizvi
Ghazal
Yagana Changezi
Ghazal
Mubashshir Ali Zaidi
Ghazal
aamad-e-fasl-e-bahaaraa.n nahii.n jiine detii
vus.at-e-chaak-e-garebaa.n nahii.n jiine detii
Muzaffar Ahmad Muzaffar
Ghazal
hone ko jashn-e-fasl-e-bahaaraa.n hu.e to kyaa
do-chaar phuul chaak-garebaa.n hu.e to kyaa
Hasan Jafari
Ghazal
Ehsas Muradabadi
Ghazal
ramz-aashna-e-fasl-e-bahaara.n ko.ii na thaa
sab mudda.ii the chaak-garebaa.n ko.ii na thaa
Dil Ayubi
Ghazal
ghabraa ke kabhii chaak girebaa.n na kare.nge
badnaam tujhe fasl-e-bahaaraa.n na kare.nge
Kausar Niyazi
Ghazal
chhaate chhaate chhaa ga.ii fasl-e-bahaaraa.n par KHizaa.n
dekhte hii dekhte paamaal gulshan ho gayaa
Waseem Minai
Ghazal
firqa-parastiyo.n ne khilaa.e kuchh aise gul
samjhe ye log fasl-e-bahaaraa.n hai Gaaliban
Shauq Bahraichi
Ghazal
aa.ii na kabhii lauT ke phir fasl-e-bahaaraa.n
be-suud gayaa meraa Dagar dekhte rahnaa
Saabir Usmani
Ghazal
taasiir na.ii fasl-e-bahaaraa.n me.n ye dekhii
daaman kii jagah ham ko garebaa.n nazar aayaa
Shankar Lal Shankar
Ghazal
ye fasl-e-bahaaraa.n kaa e.ajaaz ma.aaz-allaah
zanjiir na thii lekin zanjiir nazar aa.ii