SEARCH RESULTS
Showing search results for "قوی"
Ghazal MATCHES FOR "قوی"
Ghazal
zof-e-quvaa ne aamad-e-piirii kii dii naved
vo dil nahii.n rahaa vo tabii.at nahii.n rahii
Khumar Barabankavi
Ghazal
qavii bhii hai za.iif bhii hamaaraa haafiza 'shu.uur'
maze tamaam yaad hai.n azaab ek bhii nahii.n
Anwar Shuoor
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
dushman kaa hausla kabhii itnaa qavii na thaa
mere tabaah hone me.n teraa bhii daKHl hai
Ibrat Machlishahri
Ghazal
shikast khaa ga.e jo jism the qavii haikal
muzaahimat ke liye hausla zaruurii thaa
Dr. Yasin Aatir
Ghazal
hamaarii aah-o-bakaa se hai jism-e-shauq qavii
ye haath baayaa.n hai apnaa vo haath hai dahnaa
Shad Azimabadi
Ghazal
saakit hai.n ba.ad-e-marg qavaa sar se paa.nv tak
mohre.n lagaa ga.ii hai qazaa sar se paa.nv tak
Shad Azimabadi
Ghazal
saakit hai.n baad-e-marg qavaa sar se paa.nv tak
mohre.n lagaa ga.ii hai qazaa sar se paa.nv tak
Shad Azimabadi
Ghazal
ai KHizr! qutb-e-vaqt kii taa-chand justujuu
meraa muriid ho ki qavii-ul-iraada ho.n
Rais Amrohvi
Ghazal
kiye hai.n sheb ne sab jism ke qavaa kamzor
shuruu.a ho ga.ii har samt is hisaar me.n luuT
Habeeb Moosavi
Ghazal
azaa.em shal qavaa mafluuj dil be-kaar ho jaa.e
agar aasaaniyaa.n ho.n zindagii dushvaar ho jaa.e
Khaleel-ur-Rahman Raaz
Ghazal
jo bhaa.ii lauT ke aa.e kabhii na dariyaa se
unhii.n ke baazuu qavii the badan ikahre the
Rafia Shabnam Abidi
Ghazal
kitnaa qavii junuu.n kaa hai rishta bahaar se
jab bhii bahaar aa.ii tabii.at machal ga.ii