SEARCH RESULTS
Showing search results for "لغت"
Ghazal MATCHES FOR "لغت"
Ghazal
ik 'umr se huu.n lazzat-e-girya se bhii mahruum
ai raahat-e-jaa.n mujh ko rulaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
tuu arab ho yaa ajam ho tiraa laa ilaah illaa
luGat-e-Gariib jab tak tiraa dil na de gavaahii
Allama Iqbal
Ghazal
huzuur qibla janaab aap dekhiye saahab
kisii kii shaan me.n goyaa luGat banaa.ii ga.ii
Shahzad Qais
Ghazal
ye taaza-kaarii hai tarz-e-ehsaas kaa karishma
mire luGat me.n to lafz ko.ii nayaa nahii.n hai
Irfan Sattar
Ghazal
Abhishek Shukla
Ghazal
akelaa mai.n nahii.n misro.n kaa maalik-o-ma.abuud
luGat-naviis bhii lafzo.n se daad chaahte hai.n
Hamza Yaqub
Ghazal
ham apnaa ism le kar shahr-e-sifat se nikle
phir ma.arifa-o-nakra saare luGat se nikle
Farhat Ehsas
Ghazal
nau aasmaa.n hai.n saf.ha-e-avval ke nau luGat
kaunain ik do varqa hai apnii kitaab kaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
us kii luGat me.n tanhaa.ii kaa lafz bhii hai
jis ne har ik shai ke jo.De bheje hai.n
Ikram Basra
Ghazal
hamaare shahr me.n lafzo.n kii khetiyaa.n hai.n bahut
qadiim log hai.n saare luGat kha.ngaale hu.e
Sanjay Mishra Shauq
Ghazal
ehsaas kii zabaa.n ko luGat se nikaal kar
ma.anii kii sarhado.n se guzar jaanaa chaahiye
Yusuf Zafar
Ghazal
Syed Agha Ali Mehr
Ghazal
badan hai us kaa kisii husn kii luGat 'aatir'
Galat pa.Dhaa to talaffuz bayaan kar degaa
Dr. Yasin Aatir
Ghazal
havas-parastii o Gaarat-garii kii lat na ga.ii
yaziid mar gayaa lekin yaziidiyat na ga.ii
Aqeel Shadab
Ghazal
luGat kaa pech ye mujh ko KHaraab lagtaa hai
javaanii lagtii hai jabki shabaab lagtaa hai