SEARCH RESULTS
Showing search results for "لنگر"
Ghazal MATCHES FOR "لنگر"
Ghazal
achchhii guzar rahii hai dil-e-KHud-kafiil se
la.ngar se roTii lete hai.n paanii sabiil se
Ahmad Javaid
Ghazal
yuu.n to ilzaam hai tuufaa.n pe Dubo dene kaa
tah me.n dariyaa kii magar naav kaa la.ngar niklaa
Bekal Utsahi
Ghazal
bas ek baar jo la.ngar uThe to phir kyaa thaa
havaa.e.n taak me.n thii.n jaise baadbaano.n kii
Irfan Siddiqi
Ghazal
baad-e-muraad chal chukii la.ngar uThaa.o 'yaas'
phir aage ba.Dh ke KHuubii-e-taqdiir dekhnaa
Yagana Changezi
Ghazal
Zeb Ghauri
Ghazal
Saleem Ahmed
Ghazal
mumkin hai ko.ii haath samundar lapeT de
kashtii me.n sau shigaaf ho.n la.ngar magar uThaa
Qaisarul Jafri
Ghazal
giitii ne zer-e-charKH rakhaa hai sabho.n ko thaam
is kashtii-e-jahaan kii la.ngar zamiin hai
Meer Hasan
Ghazal
ab to kashtii ke mu.aafiq hai havaa
naaKHudaa kyaa der hai la.ngar khule
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
tuufaan-e-bahar-e-ziist me.n kashtii na Garq ho
ai naaKHudaa panaah kaa la.ngar talaash kar
Kausar Siwani
Ghazal
Taufeeq Sagar
Ghazal
ba.Daa la.ngar thaa sher-o-shaa.erii kaa
uThaa kyuu.n-kar 'jaliil' naa-tavaa.n se
Jaleel Manikpuri
Ghazal
sivaa.e kashtii-e-la.ngar gusistaa kyaa hogii
Gariiq-e-bahr kii sauGaat naa-KHudaa ke liye
Rais Amrohvi
Ghazal
KHush-libaas maujo.n ne pairahan badal Daale
aap bhii zaraa la.ngar kholiye safiino.n se