SEARCH RESULTS
Showing search results for "مجرم"
Ghazal MATCHES FOR "مجرم"
Ghazal
raat mujrim thii daaman bachaa le ga.ii
din gavaaho.n kii saf me.n kha.Daa rah gayaa
Waseem Barelvi
Ghazal
mai.n tark-e-ta.alluq par zinda huu.n so mujrim huu.n
kaash us ke liye jiitaa apne liye mar jaataa
Azm Bahzad
Ghazal
Khatir Ghaznavi
Ghazal
munsif ho agar tum to kab insaaf karoge
mujrim hai.n agar ham to sazaa kyuu.n nahii.n dete
Ahmad Faraz
Ghazal
apnii aa.nkho.n ke samundar me.n utar jaane de
teraa mujrim huu.n mujhe Duub ke mar jaane de
Nazeer Baaqri
Ghazal
Ahmad Salman
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
mai.n ne mujrim ko bhii mujrim na kahaa duniyaa me.n
bas yahii jurm kiyaa hai ko.ii afsos nahii.n
Sudarshan Faakir
Ghazal
Seemab Akbarabadi
Ghazal
naam baKHshaa hai tujhe kis ke vufuur-e-Gam ne
gar ko.ii thaa to tire mujrim-e-shohrat ham the
Aitbar Sajid
Ghazal
chalo ye maan liyaa mujrim-e-mohabbat hai.n
hamaare jurm kaa ham se bayaa.n suno to sahii
Sudarshan Faakir
Ghazal
kuchh bhii ho vo ab dil se judaa ho nahii.n sakte
ham mujrim-e-tauhiin-e-vafaa ho nahii.n sakte
Asad Bhopali
Ghazal
mujrim ho KHvaah ko.ii rahtaa hai naaseho.n kaa
ruu-e-suKHan hamesha suu-e-jigar-figaaraa.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ye siyaasat hai ki la.anat hai siyaasat pe 'sadaa'
KHud hai.n mujrim bane qaanuun banaane vaale
Sada Ambalvi
Ghazal
mujrim hai soch soch gunahgaar saa.ns saa.ns
ko.ii safaa.ii de to kahaa.n tak safaa.ii de
Krishn Bihari Noor
Ghazal
tamaam shahr mukarram bas ek mujrim mai.n
so mere baa'd miraa KHuu.n-bahaa na maa.nge ko.ii