SEARCH RESULTS
Showing search results for "محتاجگی"
Ghazal MATCHES FOR "محتاجگی"
Ghazal
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
KHuu.n hai dil KHaak me.n ahvaal-e-butaa.n par ya.anii
un ke naaKHun hu.e mohataaj-e-hinaa mere ba.ad
Mirza Ghalib
Ghazal
mai.n suKHan-fahm kisii vasl kaa muhtaaj nahii.n
chaa.ndnii raat hai ik sher sunaa de mujh ko
Balmohan panday
Ghazal
taqdiir ne kyaa qutub-e-falak mujh ko banaayaa
mohtaaj miraa paa.nv rahaa KHaana-e-zii.n kaa
Wajid Ali Shah Akhtar
Ghazal
merii ayyaar nigaaho.n se vafaa maa.ngtaa hai
vo bhii mohtaaj milaa vo bhii savaalii niklaa
Saqi Faruqi
Ghazal
apne raaziq ko na pahchaane to muhtaaj-e-muluuk
aur pahchaane to hai.n tere gadaa daaraa o jam
Allama Iqbal
Ghazal
hai gardish-e-saaGar mirii taqdiir kaa chakkar
mohtaaj-e-tavaaf-e-dar-e-mai-KHaana nahii.n huu.n
Shakeel Badayuni
Ghazal
merii ayyaar nigaaho.n se vafaa maa.ngtaa hai
vo bhii mohtaaj milaa vo bhii savaalii niklaa
Saqi Faruqi
Ghazal
jab se pahra zabt kaa hai aa.n.su.o.n kii fasl par
ho ga.ii.n muhtaaj aa.nkhe.n daane daane ke liye
Hafeez Jalandhari
Ghazal
jis ke muhtaaj shahanshaah bhii hai.n ai 'aaqil'
ham faqiiro.n ko ik aisaa bhii kamaal aataa hai
Dharmpal Aaqil
Ghazal
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
mohtaaj-e-buu-e-itr na thaa jism-e-KHuub-e-yaar
KHushbu-e-dilbarii thii jo us pairahan me.n thii