SEARCH RESULTS
Showing search results for "مخالف"
Ghazal MATCHES FOR "مخالف"
Ghazal
tundii-e-baad-e-muKHaalif se na ghabraa ai uqaab
ye to chaltii hai tujhe uu.nchaa u.Daane ke liye
Syed sadiq husain
Ghazal
taale.a jo miir KHvaarii mahbuub ko KHush aa.ii
par Gam ye hai muKHaalif dekhe.nge sab tamaashaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
tum apne ho to nahii.n Gam kisii muKHaalif kaa
zamaana kyaa hai falak kyaa hai mudda.ii kyaa hai
Ahsan Marahravi
Ghazal
kyaa Dar hai jo ho saarii KHudaa.ii bhii muKHaalif
kaafii hai agar ek KHudaa mere liye hai
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
havaa to hai hii muKHaalif mujhe Daraataa hai kyaa
havaa se puuchh ke ko.ii diye jalaataa hai kyaa
Khurshid Talab
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Qaisar Shameem
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
dekhnii hai kabhii aa.iine me.n apnii suurat
ik muKHaalif ko taraf-daar kiyaa jaanaa hai
Rajesh Reddy
Ghazal
ik umr to ham ne bhii bharpuur guzaarii hai
do-chaar muKHaalif the do-tiin tabii.at ke
Fazil Jamili
Ghazal
ye raaz kaash baad-e-muKHaalif tuu jaan le
kyuu.n jal rahe hai.n tere bujhaane ke baavajuud
Nawaz Deobandi
Ghazal
sham-e-dil sham-e-tamannaa na jalaa maan bhii jaa
tez aa.ndhii hai muKHaalif hai havaa maan bhii jaa
Shahryar
Ghazal
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
ye kyaa safar hai kabhii KHatm hii nahii.n hotaa
'nabiil' samt-e-muKHaalif me.n chal rahe ho kyaa