SEARCH RESULTS
Showing search results for "مخدوش"
Ghazal MATCHES FOR "مخدوش"
Ghazal
zaKHm bhii khaa.e.n raqiibo.n ko du.aa.e.n bhii de.n
itnii maKHduush sharaafat nahii.n hogii ham se
Iqbal Azeem
Ghazal
biimaar-e-mohabbat kaa KHudaa hai jo sambhal jaa.e
hai shaam bhii maKHduush judaa.ii kii sahar bhii
Bekhud Dehlvi
Ghazal
Irfan Sattar
Ghazal
duur ik KHaamosh bastii kii galii me.n dekhnaa
hai tamannaa mutma.in maKHduush ghar ke aas paas
Jafar Sahni
Ghazal
Ashraf Shad
Ghazal
sahmaa hu.aa sannaaTaa hai maKHduush fazaa.e.n
ab dekh ke chalegaa ye aasaar na.e hai.n
Maher Chand Kausar
Ghazal
maKHduush hai ye ghar bhii jo hai terii amaanat
tuu aa ke mirii jaa.n me.n utar kaise kahuu.ngaa
Rashid Fazli
Ghazal
umr maKHduush ujaale kii rifaaqat kii hai kam
is liye gosha-e-pur-nuur nahii.n dekhtaa mai.n
Raunaq Shahri
Ghazal
Nadir Kakorvi
Ghazal
daur aayaa hai ajab 'anjum' yahaa.n hoshyaar-baash
zaaG hai maKHduum aur KHaadim yahaa.n shahbaaz hai
Mushtaq Anjum
Ghazal
maKHduum se ham ko bhii hai nisbat vahii 'manzuur'
rindo.n me.n jise nisbat-e-paimaana kahaa jaa.e
Malikzaada Manzoor Ahmad
Ghazal
faqr maKHduum hai laj-paal hai lakh-daataa hai
taaj be-rahm luTere ke sivaa kuchh bhii nahii.n
Sher Afzal Jafri
Ghazal
qaum kaa qaa.id hai vo jo is kaa KHidmat-gaar hai
jis ne KHidmat hii na kii maKHduum kaise ho gayaa
Qasim Jalal
Ghazal
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
banda-parvar sirf itnii arz thii
farz kuchh KHaadim ke hai.n maKHduum par
Akbar Haideri Kashmiri
Ghazal
har shab ek hii KHvaab se uljhaa rahtaa huu.n
mai.n dariyaa huu.n phir bhii pyaasaa rahtaa huu.n