SEARCH RESULTS
Showing search results for "مدعا"
Ghazal MATCHES FOR "مدعا"
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
yahaa.n vo kaun hai jo intiKHaab-e-Gam pe qaadir ho
jo mil jaa.e vahii Gam dosto.n kaa mudda.aa hogaa
Jaun Eliya
Ghazal
aagahii daam-e-shuniidan jis qadar chaahe bichhaa.e
mudda.aa anqaa hai apne aalam-e-taqriir kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
vo sehr mudd.aa-talabii me.n na kaam aa.e
jis sehr se safiina ravaa.n ho saraab me.n
Mirza Ghalib
Ghazal
dil kaa thaa ek mudda.aa jis ne tabaah kar diyaa
dil me.n thii ek hii to baat vo jo faqat sahii ga.ii
Jaun Eliya
Ghazal
kahte ho na de.nge ham dil agar pa.Daa paayaa
dil kahaa.n ki gum kiije ham ne mudda.aa paayaa
Mirza Ghalib
Ghazal
na chaahne pe bhii tujh ko KHudaa se maa.ng liyaa
ye haal hai dil-e-be-mudda.aa ke hote hu.e