SEARCH RESULTS
Showing search results for "مرکزی"
Ghazal MATCHES FOR "مرکزی"
Ghazal
vahii to markazii kirdaar hai kahaanii kaa
usii pe KHatm hai taasiir bevafaa.ii kii
Iqbal Ashhar
Ghazal
miraa thaa markazii kirdaar is kahaanii me.n
ba.De saliiqe se be-maajraa kiyaa gayaa huu.n
Irfan Sattar
Ghazal
tum jise markazii kirdaar samajh baiThe ho
vo fasaane me.n agar thaa to kahaa.n thaa kyaa thaa
Wasi Shah
Ghazal
KHaamosh sahii markazii kirdaar to ham the
phir kaise bhalaa terii kahaanii se nikalte
Saleem Kausar
Ghazal
mai.n jaise markazii kirdaar huu.n kahaanii kaa
ko.ii fasaana ho vo merii daastaa.n hii lage
J. P. Saeed
Ghazal
Akhtar Ansari
Ghazal
azal se jo kashish-e-markazii ke the paaband
havaa kii tarah vo kyaa sair chaar-suu karte
Yagana Changezi
Ghazal
the jis kaa markazii kirdaar ek umr talak
pata chalaa ki usii daastaa.n ke the hii nahii.n
Khushbir Singh Shaad
Ghazal
ab markazii kirdaar tumhaaraa hai mire dost
tum merii kahaanii ko zaraa dhyaan me.n rakhnaa
Ishaq Virdag
Ghazal
jis kahaanii ke tasavvur se dahal jaate hai.n log
us kaa mai.n markazii kirdaar hu.aa kartaa thaa
Ehsanul Haq Mazhar
Ghazal
vo gum hu.aa to mazaamiin ho ga.e be-rabt
vahii to thaa jo miraa markazii havaala thaa
Saleem Ahmed
Ghazal
mai.n usii kaa markazii kirdaar huu.n kyaa ilm thaa
vo kahaanii jo daruun-e-daastaa.n rah kar milii
Aurang zeb
Ghazal
kahaanii KHuubsuurat hai magar be-rang hai ab tak
chalo kirdaar is ke markazii ban jaa.e.n ham dono.n
Seema Fareedi
Ghazal
yuu.n markazii kirdaar me.n ham Duube hai.n jaise
KHud ham ne Daraame kaa ye kirdaar kiyaa hai
Gulzar Vafa Chaudhari
Ghazal
lihaazaa markazii kirdaar ban gayaa huu.n mai.n
mujhe nikaal na paa.oge ab kahaanii se
Dheerendra Singh Faiyaz
Ghazal
kirdaar markazii huu.n mai.n is tragedy kaa so
honaa hai mujh ko KHatm kahaanii ke saath saath
Vikram
Ghazal
apne apne din the sab ke apnii apnii raat thii
ko.ii bhii shai jab nazar me.n markazii hotii na thii