SEARCH RESULTS
Showing search results for "مشورہ"
Ghazal MATCHES FOR "مشورہ"
Ghazal
Behzad Lakhnavi
Ghazal
Mubarik Siddiqi
Ghazal
sharaab pii ke ba.De tajrabe hu.e hai.n hame.n
shariif logo.n ko ham mashvara nahii.n de.nge
Rahat Indori
Ghazal
chhup chhup ke ro.uu.n aur sar-e-anjuman ha.nsuu.n
mujh ko ye mashvara mire dard-aashnaa kaa thaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
dosto.n se jaa kar jab mashvara kiyaa to phir
mai.n ne kuchh nahii.n likhaa haisiyat ke KHaane me.n
Amir Ameer
Ghazal
diida-varaan-e-but-kada ik mashvara to do
ka.aba jhalak yahaa.n bhii dikhaa.e to kyaa karuu.n
Hafeez Jalandhari
Ghazal
ik mehrbaa.n buzurg ne ye mashvara diyaa
dukh kaa ko.ii 'ilaaj nahii.n jaa sharaab pii
Ahmad Faraz
Ghazal
Aashufta Changezi
Ghazal
vaqt KHush-KHush kaaTne kaa mashvara dete hu.e
ro pa.Daa vo aap mujh ko hausla dete hu.e
Riaz Majeed
Ghazal
tum achchhii dost ho so meraa mashvara ye hai
milaa-julaa na karo 'faaris'-e-KHaraab ke saath
Rehman Faris
Ghazal
mashvara lene kii naubat hii nahii.n aa paatii
ek se ek samajhdaar pa.Daa hai mujh me.n