SEARCH RESULTS
Showing search results for "مصفا"
Ghazal MATCHES FOR "مصفا"
Ghazal
kuchh bhii ho aa.iina-e-dil ko musaffaa rakhiye
jo bhii guzre masal-e-KHusrav-e-dauraa.n chaliye
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
dil ko kis shakl se apne na musaffaa rakkhuu.n
jalva-gar yaar kii suurat hai is aa.iine me.n
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
phuuTe vo aa.nkh jo dekhe nigah-e-bad se use
aa.iine se dil-e-aarif ke musaffaa hai vo ruKH
Haidar Ali Aatish
Ghazal
dekh kar ruu-e-musaffaa yaar kaa hairat hu.ii
aa.ine hai.n pusht-bar-diivaar qiasar-baaG me.n
Wazir Ali Saba Lakhnavi
Ghazal
Arsalan Rathor
Ghazal
Saail Dehlvi
Ghazal
yahii.n se raaste imkaan ke nikalte hai.n
hamaaraa qalb-e-musaffaa ik aisii manzil hai
Akmal Alduri
Ghazal
sazaa hai merii raho us dayaar me.n ki jahaa.n
garaa.n hai aab-e-musaffaa magar hai arzaa.n KHuu.n
Akhtar Saeed
Ghazal
hai kaf-e-paa vo musaffaa ki jise dhyaan me.n laa
paa-e-nazzaara ye kahtaa hai phisal jaa.uu.ngaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
rakh shiisha-e-dil gard-e-kuduurat se musaffaa
miTTii kahii.n rakhtaa hai ko.ii kaa.nch ke ghar me.n
Sarfaraz Bazmi
Ghazal
dono.n aalam ke tamaashe is me.n aate hai.n nazar
jaam-e-jam hai dil kisii kaa gar musaffaa ho gayaa
Shah Akbar Danapuri
Ghazal
us kaa diidaar kisii tarah nahii.n mumkin hai
shakl-e-aa.iina jo ham dil ko musaffaa na kare.n
Wafa Lakhnavi
Ghazal
na milaa aab musaffaa hii pilaa aaj mujhe
taa bujhe aag jo siine me.n lagii hai saaqii
Nasreen Syed
Ghazal
ik lafz me.n bhaTkaa hu.aa shaa.ir hai ki mai.n huu.n
ik Gaib se aayaa hu.aa misra.a hai ki tum ho
Ahmad Salman
Ghazal
ye misra.a nahii.n hai vaziifa miraa hai
KHudaa hai mohabbat mohabbat KHudaa hai
Khumar Barabankavi
Ghazal
Jahangeer nayab
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
ye misra.a kaash naqsh-e-har-dar-o-diivaar ho jaa.e
jise jiinaa ho marne ke liye tayyaar ho jaa.e