SEARCH RESULTS
Showing search results for "معاہدہ"
Ghazal MATCHES FOR "معاہدہ"
Ghazal
Fariha Naqvi
Ghazal
KHabar nahii.n hai ki dariyaa me.n kashtii-e-jaa.n hai
mu'aahida jo havaa.o.n se baadbaan kaa hai
Shahryar
Ghazal
Anwar Shuoor
Ghazal
Abbas Tabish
Ghazal
hu.aa hai tishna-labii se mu.aahida meraa
abas hii roz samundar bulaa rahaa hai mujhe
Alam Khursheed
Ghazal
zaraa qariib jo aayaa use Dubo de.nge
samundaro.n kaa kisii se mu.aahida hu.aa thaa
Asifa Nishat
Ghazal
payambaro.n ne kahaa thaa ki jhuuT haaregaa
magar ye dekhiye apnaa mushaahida kyaa hai
Hasan Naim
Ghazal
dilo.n ke khel me.n rusvaa.ii bhii hai Gam bhii hai.n
ye pahle soch le phir kar ko.ii mu.aahida dekh
Zebunnisaa Zaibii
Ghazal
mu.aahida bhalaa sayyaad-o-said me.n kaisaa
ye ittifaaq hai vo bhii hai.n aaj paa-dar-gil
Khalid Hasan Qadiri
Ghazal
Asim Wasti
Ghazal
dil se to har mo.aamla kar ke chale the saaf ham
kahne me.n un ke saamne baat badal badal ga.ii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
mere zamaan-o-zaat kaa hai ye mu'aamla ki ab
sub.h-e-firaaq bhii nahii.n shaam-e-visaal bhii nahii.n