SEARCH RESULTS
Showing search results for "معدود"
Ghazal MATCHES FOR "معدود"
Ghazal
suurat-paziir ham bin hargiz nahii.n ve maane
ahl-e-nazar hamii.n ko ma.abuud jaante hai.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
maa'duud-e-chand hai.n ye magar qad alag alag
apnii to u.ngliyo.n me.n musaavaat hii nahii.n
Badr Mohammadi
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
Anwar Shuoor
Ghazal
zaat-o-sifaat-e-husn kaa aalam nazar me.n hai
mahduud-e-sajda kyaa miraa zauq-e-jabii.n rahe
Jigar Moradabadi
Ghazal
Makhmoor Dehlvi
Ghazal
mahduud hai.n du.aa.e.n mire iKHtiyaar me.n
har saa.ns pur-sukuun ho tuu sau baras jiye
Gulzar
Ghazal
dil ke ma.abuud jabiino.n ke KHudaa.ii se alag
aise aalam me.n ibaadat nahii.n hogii ham se
Iftikhar Arif
Ghazal
bikhar jaa.e.nge ham kyaa jab tamaashaa KHatm hogaa
mire ma.abuud aaKHir kab tamaashaa KHatm hogaa
Iftikhar Arif
Ghazal
kis qadar mahduud kar detaa hai Gam insaan ko
KHatm kar detaa hai har ummiid har imkaan ko
Zeeshan Sahil
Ghazal
apnii rah masduud kar degaa yahii ba.Dhtaa hujuum
ye na sochaa har kisii ko raasta dete hu.e
Riaz Majeed
Ghazal
zaraa puuchhe ko.ii ma.aduum hote in dukho.n se
hame.n kis ke bharose par akelaa kar rahe hai.n
Irfan Sattar
Ghazal
ga.e vo din ki mujhii tak thaa meraa dukh mahduud
KHabar ke jaisaa ye afsaana laKHt-laKHt na thaa
Parveen Shakir
Ghazal
ishq-e-laa-mahduud jab tak rahnumaa hotaa nahii.n
zindagii se zindagii kaa haq adaa hotaa nahii.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
jo aa ga.e tajallii-e-tanziih-e-zaat me.n
mahduud kis tariiq se ho.nge huduud me.n