SEARCH RESULTS
Showing search results for "مقدم"
Ghazal MATCHES FOR "مقدم"
Ghazal
nahii.n hai saaya ki sun kar naved-e-maqdam-e-yaar
ga.e hai.n chand qadam pesh-tar dar-o-diivaar
Mirza Ghalib
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
ishq pahu.nchaa jo mire jism ke darvaaze par
KHair-maqdam ke liye KHuun ke dhaare nikal aa.e
Farhat Ehsas
Ghazal
KHair muqaddam ke liye ba.Dhne lagii.n merii taraf
manzile.n apne saro.n par raasta o.Dhe hu.e
Sharib Mauranwi
Ghazal
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
zamaana aa.egaa us vaqt KHair-maqdam ko
jab is jahaa.n se 'muzaffar' guzar chukaa huu.ngaa
Muzaffar Warsi
Ghazal
mai.n ne tujh par tire hijraa.n ko muqaddam jaanaa
terii jaanib se kisii ranj kii hasrat hai mujhe
Anjum Saleemi
Ghazal
ishq se phir silsila jumbaanii-e-Gam kiijiye
zindagii par maut ko pahle muqaddam kiijiye
Bismil Saeedi
Ghazal
lafz kii hurmat muqaddam hai dil-o-jaa.n se mujhe
sach ta'aaruf hai mire har sher har tahriir kaa
Ambareen Haseeb ambar
Ghazal
KHair-maqdam ko tire aa.egaa KHud hii suuraj
tuu kabhii raat kii dahliiz se baahar to nikal
Tahir Faraz
Ghazal
ham anaa-KHvaar anaa-daar anaa vaale hai.n
ham mohabbat ko muqaddam nahii.n karne vaale