SEARCH RESULTS
Showing search results for "منتشر"
Ghazal MATCHES FOR "منتشر"
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
hai zehn zindagii ke masaa.il se muntashir
aur dil kisii ke ishq me.n betaab aur hai
Jahangeer nayab
Ghazal
muntashir kar ke zamaano.n ko kha.ngaalaa jaa.e
tab kahii.n jaa ke mire KHvaab ikaTThe ho.nge
Umair Najmi
Ghazal
nahii.n majaal kisii kii ki muntashir kar de
banaa chuke hai.n jo aadat safo.n me.n baiThne kii
aabid umar
Ghazal
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
vahii naala vahii naGma bas ik tafriiq-e-lafzii hai
qafas ko muntashir kar do nasheman naam ho jaa.e
Sheri Bhopali
Ghazal
Hasrat Mohani
Ghazal
tiraa jamaal fazaa.o.n me.n muntashir thaa magar
nigaah-e-shauq ko phir bhii tiraa pata na milaa
Behzad Lakhnavi
Ghazal
sub.h tak ham raat kaa zaad-e-safar ho jaa.e.nge
tujh se ham-aaGosh ho kar muntashar ho jaa.e.nge
Fuzail Jafri
Ghazal
muntashir hai.n mirii bhe.De.n unhe.n yakjaa kar luu.n
mere ruuhaanii vasiile mujhe vaapas kar de
Fay Seen Ejaz
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
the muntashar azal me.n jo zarraat-e-kuu-e-dost
insaan ban ke aalam-e-imkaa.n me.n aa ga.e