SEARCH RESULTS
Showing search results for "منجم"
Ghazal MATCHES FOR "منجم"
Ghazal
kyaa munajjim se kare.n ham apne mustaqbil kii baat
haal ke baare me.n ham ko kaun saa ma.aluum hai
Shuja Khaavar
Ghazal
dekh apnaa haal-e-zaar munajjim hu.aa raqiib
thaa saazgaar taala-e-naa-saaz dekhnaa
Momin Khan Momin
Ghazal
Hari Chand Akhtar
Ghazal
ai KHaar-e-chaman-zaar munajjim to nahii.n tuu
fardaa kaa har ik raaz tire lab se sunaa hai
Azeem Quraishi
Ghazal
mun.im ke paas qaaqum o sanjaab thaa to kyaa
us rind kii bhii raat guzar ga.ii jo uur thaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Malikzaada Manzoor Ahmad
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
ab kyaa khulegii munjamid alfaaz kii girah
vo himmat-e-kashuud-e-ma.aanii bhii le gayaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
muziil-e-aql hai duniyaa kii daulat ai mun.im
usii ke nashshe ko suufii sharaab samjhe hai.n
Meer Anees
Ghazal
is kohna-KHaraabe me.n aabaadii na kar mun.im
yak shahr nahii.n yaa.n jo sahraa na hu.aa hogaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
chalaa ke sard havaa mujh ko munjamid bhii kar
pighal ke phailnaa chaahuu.n to ik alaav bhii de
Shakeel Azmi
Ghazal
mun.im kii tarah piir-e-haram piite hai.n vo jaam
rindo.n ko bhii jis jaam se parhez bahut hai
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
Hafeez Jaunpuri
Ghazal
mun.im ne banaa zulm kii rakh ghar to banaayaa
par aap ko.ii raat hii mehmaan rahegaa