SEARCH RESULTS
Showing search results for "منجمد"
Ghazal MATCHES FOR "منجمد"
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
ab kyaa khulegii munjamid alfaaz kii girah
vo himmat-e-kashuud-e-ma.aanii bhii le gayaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
chalaa ke sard havaa mujh ko munjamid bhii kar
pighal ke phailnaa chaahuu.n to ik alaav bhii de
Shakeel Azmi
Ghazal
raat kaa pichhlaa pahar kaisii nishaanii de gayaa
munjamid aa.nkho.n ke dariyaa ko ravaanii de gayaa
Iqbal Ashhar
Ghazal
munjamid sajdo.n kii yaKH-basta munaajaato.n kii KHair
aag ke nazdiik le aa.ii hai peshaanii mujhe
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
munjamid hotii chalii jaatii hai.n aavaaze.n tamaam
ek sannaaTaa hai saare shahr me.n phailaa hu.aa
Shahryar
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
ye zindagii hai safar munjamid samundar kaa
vahii.n pe shaq ho zamii.n jis jagah ruke ko.ii
Shahzad Ahmad
Ghazal
Fuzail Jafri
Ghazal
munjamid koh-e-nidaa par hai taGaaful se tire
hiddat-e-chashm-e-karam us pe luTaa dii jaa.e
Asra Rizvi
Ghazal
tere shaano.n pe yuu.nhii haath rakhaa thaa mai.n ne
munjamid ho ga.e yaado.n me.n vo lamhe jaanaa.n
Khan Hasnain Aqib
Ghazal
munjamid kar degaa mujh me.n aa ke vo saaraa lahuu
dekhte hii dekhte be-jaan kar degaa mujhe
Salim Saleem
Ghazal
barf ban ga.e armaa.n munjamid hu.e jazbe
ziist ke samundar me.n kitnaa sard paanii hai
Hayat Warsi
Ghazal
munjamid ho gayaa saaraa mut.harrik meraa
mere paanii pe jamii baiThii hai ab kaa.ii mirii
Farhat Ehsas
Ghazal
apnii kaifiyyate.n har aan badaltii hu.ii shaam
munjamid hotii hu.ii aur pighaltii hu.ii shaam
Aftab Iqbal Shamim
Ghazal
munjamid saa ho gayaa huu.n KHunkii-e-ehsaas se
dhuup bhii niklii hai lekin tan pe kap.Daa o.Dh kar
Iftikhar Naseem
Ghazal
ye phuul jha.Dne se bach jaa.e.n munjamid ho kar
shajar pe yuu.nhii agar barf-baarii rah jaa.e
Shahid Makuli
Ghazal
tere iKHlaas-e-sitam hii kaa ise faiz kahe.n
munjamid dard pighaltaa hai Gazal hotii hai