SEARCH RESULTS
Showing search results for "منحرف"
Ghazal MATCHES FOR "منحرف"
Ghazal
huu.n munharif na kyuu.n rah-o-rasm-e-savaab se
Te.Dhaa lagaa hai qat qalam-e-sarnavisht ko
Mirza Ghalib
Ghazal
kyaa KHabar thii munharif ahl-e-jahaa.n ho jaa.e.nge
hote hote mehrbaa.n naa-mehrbaa.n ho jaa.e.nge
Danish Aligarhi
Ghazal
ab ruuh e'tiraaf-e-badan se hai munharif
ik ye bhii sa.ng-e-miil mire raaste me.n thaa
Ehsan Danish
Ghazal
mai.n munharif thaa jis se harf-e-inhiraaf kii tarah
khulaa vo dhiire dhiire bu-e-inkishaaf kii tarah
Musavvir Sabzwari
Ghazal
munharif hotaa gayaa har shaKHs apnii raah se
ko.ii Thahraa hii nahii.n us kii sadaa ke saamne
Abdul Mannan Samadi
Ghazal
Irfan Sattar
Ghazal
bajaa.e gul mujhe tohfa diyaa babuulo.n kaa
mai.n munharif to nahii.n thaa tire usuulo.n kaa
Kabir Ajmal
Ghazal
mire aziiz hii jab mere munharif nikle
hu.ii KHilaaf KHudaa.ii to ronaa-dhonaa kyaa
Aamir Shauqi
Ghazal
Anwar Dehlvi
Ghazal
hu.aa nahii.n hai abhii munharif zabaan se vo
sitaare to.D ke laa.egaa aasmaan se vo
Sultan Sukoon
Ghazal
isii liye mai.n rivaayat se munharif na hu.aa
ki chho.D de na mujhe meraa KHaandaan kahii.n
Asif Shafi
Ghazal
baap se bachche ai 'mohsin' munharif hone lage
tarbiyat aur ilm ke fuqdaan kaa anjaam hai
Daood Mohsin
Ghazal
jaane kis ne ham ko suuraj se kiyaa thaa munharif
jaane kis ne dhuup me.n vo aa.ine chamkaa.e the