SEARCH RESULTS
Showing search results for "مچھلی"
Ghazal MATCHES FOR "مچھلی"
Ghazal
aa.o phir dil ke samundar kii taraf lauT chale.n
vahii paanii vahii machhlii vahii jaal achchhaa hai
Adeem Hashmi
Ghazal
hairaan mat ho tairtii machhlii ko dekh kar
paanii me.n raushnii ko utarte hu.e bhii dekh
Mohammad Alvi
Ghazal
aab-e-ravaa.n ke andar machhlii banaa.ii tuu ne
machhlii ke tairne ko aab-e-ravaa.n banaayaa
Ismail Merathi
Ghazal
machhlii ne Dhiil paa.ii hai luqme pe shaad hai
sayyaad mutma.in hai ki kaa.nTaa nigal ga.ii
Akbar Allahabadi
Ghazal
havaadisaat zaruurii hai.n zindagii ke liye
ki mo.D hote hai.n har raah har galii ke liye
Ibrat Machlishahri
Ghazal
ye takalluf ye mudaaraat samajh me.n aa.e
ho judaa.ii to mulaaqaat samajh me.n aa.e
Ibrat Machlishahri
Ghazal
Shahid Zaki
Ghazal
apne ehsaano.n kaa niilaa saa.ebaa.n rahne diyaa
chhiin lii chhat aur sar par aasmaa.n rahne diyaa
Ibrat Machlishahri
Ghazal
hai yaad ahl-e-vatan yuu.n ki reg-e-saahil par
girii hu.ii ko.ii machhlii ho jaal se baahar
Amjad Islam Amjad
Ghazal
ab ayaadat ko mirii ko.ii nahii.n aa.egaa
phir huu.n biimaar kisii ko na yaqii.n aa.egaa
Salam Machhli shahri
Ghazal
ai mausam-e-junuu.n ye ajab tarz-e-qatl hai
insaaniyat ke kheto.n me.n laasho.n kii fasl hai
Ibrat Machlishahri
Ghazal
Muzdam Khan
Ghazal
takliif-e-qaid-e-zulf mire dil se puuchhiye
KHaaliq kahii.n pha.nsaa.en na machhlii ko jaal me.n