SEARCH RESULTS
Showing search results for "مہربان"
Ghazal MATCHES FOR "مہربان"
Ghazal
aqab me.n gahraa samundar hai saamne ja.ngal
kis intihaa pe miraa mehrbaan chho.D gayaa
Parveen Shakir
Ghazal
sab se kiyaa hai vasl kaa vaada alag alag
kal raat vo sabhii pe bahut mehrbaan thaa
Adil Mansuri
Ghazal
KHalaa kii dhund hii aa.nkho.n pe mehrbaan rahii
hariif ko.ii ufuq kab mirii nazar kaa hu.aa
Shahryar
Ghazal
ham se jo aage ga.e kitne mehrbaan the
duur talak raah me.n ek bhii patthar na thaa
Mohammad Alvi
Ghazal
abhii shumaar ke qaabil hai.n zaKHm-e-dil mere
abhii vo dushman-e-jaa.n mehrbaan kuchh kam hai
Manzar Bhopali
Ghazal
karam hai mujh pe kisii aur ke jalaane ko
vo shaKHs mujh pe ko.ii mehrbaan tho.Dii hai
Shuja Khaavar
Ghazal
sadaa tumhaarii taraf jii lagaa hii rahtaa hai
tumhaare vaaste hai dil ko mehrbaan lagii
Momin Khan Momin
Ghazal
hotaa hai mehrbaan kahaa.n par KHudaa-e-ishq
lagtii hai phir bhii shahr me.n khul ke sadaa-e-ishq
Rana Amir Liyaqat
Ghazal
kiine kii mere tujh se na chaahegaa ko.ii daad
mai.n kah maruu.ngaa apne har ik mehrbaan se
Meer Taqi Meer
Ghazal
baraa.e-naam sahii ko.ii mehrbaan to hai
hamaare sar pe bhii hone ko aasmaan to hai
Aqeel Shadab
Ghazal
yuu.n sohbato.n kuu.n pyaar kii KHaalii jo kar chale
ai mehrbaan kyuu.nki kahuu.n din phire.nge ham