SEARCH RESULTS
Showing search results for "نابہ_فشاں"
Ghazal MATCHES FOR "نابہ_فشاں"
Ghazal
ham ne kyuu.n ek tabassum kii tamannaa kii thii
aa.nkh us jurm pe KHuunaaba-fashaa.n hai ab bhii
Maikash Badayuni
Ghazal
Turfa Qureshi
Ghazal
Muneer Ahmad Jami
Ghazal
Ali Abbas Ummeed
Ghazal
vahii is gosha-e-daamaa.n kii haqiiqat jaane
jo mire diida-e-KHuu.n-naaba-fishaa.n tak pahu.nche
Hafeez Hoshiarpuri
Ghazal
aaGaaz-e-mohabbat me.n ye dil KHuun hu.aa hai
ro.e.nge abhii diida-e-KHuu.n-naaba-fishaa.n aur
Riyaz Khairabadi
Ghazal
apnii aa.nkho.n ko na KHuu.n-naaba-fashaa.n hone de
muft me.n laal-e-KHudaa-daad ko barbaad na kar
Ameen Hazin
Ghazal
hai KHuun-e-jigar josh me.n dil khol ke rotaa
hote jo ka.ii diida-e-KHuu.n-naaba-fishaa.n aur
Mirza Ghalib
Ghazal
Anjum Usman
Ghazal
mirii hastii hai nai haasil hai naala
fuGaa.n andar fuGaa.n hai aur mai.n huu.n
Syed Shabbir Hassan Rizvi
Ghazal
ab nahii.n mujh ko mayassar tiraa daaman phir bhii
joshish-e-diida-e-KHuu.n-naab-fashaa.n baaqii hai
Ram Krishn Muztar
Ghazal
naala-o-aah-o-fuGaa.n kyuu.n na huu.n hamdam apne
dostii ishq ko hai roz-e-azal se ham se
Joshish Azimabadi
Ghazal
be-naala-o-fariyaad-o-fuGaa.n rah nahii.n sakte
qahr is pe ye hai is kaa sabab kah nahii.n sakte
Akbar Allahabadi
Ghazal
naala-o-aah-o-fuGaa.n dard-o-alam soz-o-gudaaz
aah kaise kaise 'joshish' apne Gam-KHvaaro.n me.n the
Joshish Azimabadi
Ghazal
miraa naala barq-e-jahaa.n-soz hai
agar yuu.n hii aatish-fishaa.n rah gayaa