SEARCH RESULTS
Showing search results for "نزول"
Ghazal MATCHES FOR "نزول"
Ghazal
na jaane kaun saa chehra mirii kitaab kaa hai
na jaane kaun sii suurat tire nuzuul kii hai
Shakeel Azmi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
aa.ii jo terii yaad to aa.nkhe.n baras pa.Dii.n
is vaqt tere dard kaa dil par nuzuul hai
Wasi Shah
Ghazal
jo baa.ndhte hai.n turra-e-tarraar kaa KHayaal
naadaa.n umiid-vaar nuzuul-e-balaa ke hai.n
Ismail Merathi
Ghazal
KHud-aagahii kaa jo mujh par nuzuul jaarii hu.aa
mai.n kyaa kahuu.n ki ye rahmat hai yaa musiibat hai
Anjum Saleemi
Ghazal
Adeem Hashmi
Ghazal
ash'aar kaa nuzuul hai KHaalii dimaaG me.n
ai 'kaif' tuu na jaane kahaa.n chho.Dne gayaa
Kaif Ahmed Siddiqui
Ghazal
jab mirii sej pe hotaa hai bahaaro.n kaa nuzuul
sirf ik phuul kivaa.Do.n me.n khulaa kartaa hai
Qateel Shifai
Ghazal
jaane kab hogaa mirii zaat pe aap-apnaa nuzuul
KHvaab ko.ii to kabhii merii bashaarat mujhe de
Farhat Ehsas
Ghazal
aaraa.ish-e-jamaal balaa kaa nuzuul hai
andher kar diyaa jo vo missii lagaa chuke
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
zaalim the varaa-e-hisaab-o-kitaab kyaa
un par nuzuul-e-qahr-e-KHudaa kyuu.n nahii.n hu.aa
Ahmad Mushtaq
Ghazal
nikal pa.De hai.n hifaazat ko chand kaa.nTe bhii
hu.aa hai jab bhii gulo.n kaa nuzuul shaaKHo.n par