SEARCH RESULTS
Showing search results for "نسیم"
Ghazal MATCHES FOR "نسیم"
Ghazal
shiiriini-e-nasiim hai soz-o-gudaaz-e-'miir'
'hasrat' tire suKHan pe hai lutf-e-suKHan tamaam
Hasrat Mohani
Ghazal
Nushur Wahidi
Ghazal
uruus-e-laala munaasib nahii.n hai mujh se hijaab
ki mai.n nasiim-e-sahar ke sivaa kuchh aur nahii.n
Allama Iqbal
Ghazal
raushnii aisii ajab thii ra.ng-bhuumii kii 'nasiim'
ho ga.e kirdaar mudGam kirshn bhii raadhaa lagaa
Iftikhar Naseem
Ghazal
KHabar 'iqbaal' kii laa.ii hai gulistaa.n se nasiim
nau-giraftaar pha.Daktaa hai tah-e-daam abhii
Allama Iqbal
Ghazal
har ik phuul kaa rang phiikaa saa rahtaa
nasiim-e-bahaaraa.n me.n nik.hat na hotii
Saghar Siddiqui
Ghazal
raaste chup hai.n nasiim-e-saharii bhii chup hai
jaane kis samt ga.e Thokare.n khaane vaale
Akhtar Saeed Khan
Ghazal
Raaz Allahabadi
Ghazal
phuul ke gird phiro baaG me.n maanind-e-nasiim
misl-e-parvaana kisii sham-e-tapaa.n tak aa.o
Ali Sardar Jafri
Ghazal
Seemab Akbarabadi
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
kyaa jaane.n ve murGaan-e-giraftaar-e-chaman ko
jin tak ki ba-sad-naaz nasiim-e-sahar aave
Meer Taqi Meer
Ghazal
sar-e-diivaar farozaa.n hai abhii ek charaaG
ai nasiim-e-saharii kuchh tire imkaan me.n hai
Ahmad Faraz
Ghazal
barg-e-gul laa.ii sabaa qabr pe merii na nasiim
phir ga.ii aisii zamaane kii hu.aa mere ba.ad
Munawar Khan Ghafil
Ghazal
kalii ko dekh ki hai tishna-e-nasiim-e-sahar
isii me.n hai mire dil kaa tamaam afsaana
Allama Iqbal
Ghazal
chorii kahii.n khule na nasiim-e-bahaar kii
KHush-buu u.Daa ke laa.ii hai gesuu-e-yaar kii
Agha Hashr Kashmiri
Ghazal
jho.nke jo lag rahe hai.n nasiim-e-bahaar ke
jumbish me.n hai qafas bhii asiir-e-chaman ke saath