SEARCH RESULTS
Showing search results for "نغمہ"
Ghazal MATCHES FOR "نغمہ"
Ghazal
vahii ik KHamosh naGma hai 'shakiil' jaan-e-hastii
jo zabaan par na aa.e jo kalaam tak na pahu.nche
Shakeel Badayuni
Ghazal
mire guluu me.n hai ik naGma jibra.iil-aashob
sambhaal kar jise rakkhaa hai laa-makaa.n ke liye
Allama Iqbal
Ghazal
tere milne kii KHushii me.n ko.ii naGma chhe.Duu.n
yaa tire dard-e-judaa.ii kaa gilaa pesh karuu.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
Athar Nafees
Ghazal
bas ho chukaa bayaa.n kasal-o-ranj-e-raah kaa
KHat kaa mire javaab hai ai naama-bar kahaa.n
Altaf Hussain Hali
Ghazal
bha.Dkaa rahe hai.n aag lab-e-naGmagar se ham
KHaamosh kyaa rahe.nge zamaane ke Dar se ham
Sahir Ludhianvi
Ghazal
naGma kisii ne saaz pe chhe.Daa to ro diye
Guncha kisii ne shaaKH se to.Daa to ro diye
Saghar Siddiqui
Ghazal
saaqii-ba-jalva dushman-e-iimaan-o-aagahii
mutrib ba-naGma rahzan-e-tamkiin-o-hosh hai
Mirza Ghalib
Ghazal
KHaraash-e-naGma se siina chhilaa hu.aa hai miraa
fuGaa.n ki tark na kii naGma-parvarii mai.n ne
Jaun Eliya
Ghazal
Makhmoor Dehlvi
Ghazal
ab naGma-taraazaan-e-bar-aafroKHta ai shahr
vaasoKHt kahe.nge Gazal inshaa na kare.nge
Jaun Eliya
Ghazal
paa.nv kii chaap se mirii dha.Dkan hai ham-navaa
is dasht-e-haul me.n ko.ii naGma-saraa to hai