SEARCH RESULTS
Showing search results for "نوازی"
Ghazal MATCHES FOR "نوازی"
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
vahii merii kam-nasiibii vahii terii be-niyaazii
mire kaam kuchh na aayaa ye kamaal-e-nai-navaazii
Allama Iqbal
Ghazal
Hafeez Jalandhari
Ghazal
KHudaa rakhe tirii aa.nkho.n kii dil-navaazii ko
tirii nigaah mirii umr bhar kii daulat hai
Zeeshan Sahil
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
Zubair Rizvi
Ghazal
نہ ميں اعجمي نہ ہندي ، نہ عراقي و حجازي
کہ خودي سے ميں نے سيکھي دوجہاں سے بے نيازي
Allama Iqbal
Ghazal
qaa.im hai na vo husn-e-ruKH-e-yaar kaa aalam
baaqii hai na vo shauq kii ha.ngaama-navaazii
Hasrat Mohani
Ghazal
vo kahte hai.n shoKHii se ham dilrubaa hai.n
hame.n dil navaazii kii aadat nahii.n hai
Hasrat Mohani
Ghazal
is banda-navaazii ke tasadduq sar-e-mahshar
goyaa tirii rahmat ke sazaa-vaar hamii.n the
Ehsan Danish
Ghazal
hu.aa hai maane-e-aashiq-navaazii naaz-e-KHud-biinii
takalluf-bar-taraf aa.iina-e-tam.iiz haa.el hai
Mirza Ghalib
Ghazal
ba-sad-KHuluus qanaa.at kii daad miltii hai
gadaa-navaazii-e-ahl-e-saKHaa bhii KHuub rahii
Qateel Shifai
Ghazal
sitam hai.n qahr hai.n lau.nDe sharaab-KHaane ke
utaar lete hai.n amaama har namaazii kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
mutrib aa kar jo kare cha.ng-navaazii to tum
pairahan masto.n kii taqliid se in.aam karo
Meer Taqi Meer
Ghazal
Gam-e-KHaamosh ko be-vaj.h tasallii denaa
dil-navaazii kii ye suurat bhii dil-aazaarii hai